Is mele men log aate hain kho jaate hain

इस मेले में लोग आते हैं खो जाते हैं
Work
Year
Language

इस मेले में लोग आते हैं खो जाते हैं
मेरी ऊंगली पकड़ के मेरे साथ चलना
ना ना ना
छोड़ उंगली पकड़ मेरा हाथ सजना
इस मेले में …

आँखें ज़रा देर को मींच ले तू
तस्वीर मेरी यहीं खींच ले तू
पास अपने उसे दिन रात रखना
मेरी उंगली पकड़ के …

दम दमादम दितम

हैं काम कितने मगर वक़्त थोड़ा
बनवा ले जल्दी तू शादी का जोड़ा
तू भी तैयार अपनी बारात रखना
छोड़ उंगली पकड़ …

ऊपर नीचे आगे पीछे खड़े हैं
इस प्यार के लोग दुश्मन बड़े हैं
दुश्मनों पे नज़र दिन रात रखना
मेरी उंगली पकड़ के …

is mele meṅ log āte haiṅ kho jāte haiṅ
merī ūṅglī pakaṛ ke mere sāth chalnā
nā nā nā
chhoṛ uṅglī pakaṛ merā hāth sajnā
is mele meṅ …

āṇkheṅ zarā der ko mīṅch le tū
tasvīr merī yahīṅ khīṅch le tū
pās apne use din rāt rakhnā
merī uṅglī pakaṛ ke …

dam damādam ditam

haiṅ kām kitne magar vaqt thoṛā
banvā le jaldī tū śhādī kā joṛā
tū bhī taiyār apnī bārāt rakhnā
chhoṛ uṅglī pakaṛ …

ūpar nīche āge pīchhe khaṛe haiṅ
is pyār ke log duśhman baṛe haiṅ
duśhmnoṅ pe nazar din rāt rakhnā
merī uṅglī pakaṛ ke …