आई सावत रुत आई, सजन मोरा डोले है मन्
श: आई सावन रुत आई, सजन मोरा डोले है मन
लागी तेरी लगन घर आजा
ओ घर आजा मोहन घर आजा
को: आई सावन रुत आई, सजन मोरा डोले है मन
लागी तेरी लगन घर आजा
ओ घर आजा मोहन घर आजा
श: खेतों-खेतों डग-मग डोले हरियाली मतवारी
हो हरियाली मतवारी
को: खेतों-खेतों डग-मग डोले हरियाली मतवारी
हो हरियाली मतवारी
श: ऐसे में ओ प्रीतम प्यार आये याद तेहारी
हो आये याद तेहारी
को: ऐसे में ओ प्रीतम प्यार आये याद तेहारी
हो आये याद तेहारी
घर आजा सजन घर आजा
ओ घर आजा मोहन घर आजा
आई सावन रुत आई, सजन मोरा डोले है मन
लागी तेरी लगन घर आजा
श: ( तोरे बिना मोहे कल नाही आये
को: कल नाही आये ) -2
श: दिल की लगी तड़पाये
हो दिल की लगी तड़पाये
मस्त पवन चले, मन लहराये -2
आई मिलन रुत हाय -2
घर आजा सजन घर आजा
ओ घर आजा मोहन घर आजा
आई सावन रुत आई, सजन मोरा डोले है मन
लागी तेरी लगन घर आजा
मु: ओ
खेतों से परबत पर आ कर -2
जीवन जोत जगा ले -2
दुनिया है दो दिन का मेला कुछ रो ले कुछ गा ले -2
को: घर आजा सजन घर आजा
ओ घर आजा मोहन घर आजा
śha: āī sāvan rut āī, sajan morā ḍole hai man
lāgī terī lagan ghar ājā
o ghar ājā mohan ghar ājā
ko: āī sāvan rut āī, sajan morā ḍole hai man
lāgī terī lagan ghar ājā
o ghar ājā mohan ghar ājā
śha: khetoṅ-khetoṅ ḍag-mag ḍole hariyālī matvārī
ho hariyālī matvārī
ko: khetoṅ-khetoṅ ḍag-mag ḍole hariyālī matvārī
ho hariyālī matvārī
śha: aise meṅ o prītam pyār āye yād tehārī
ho āye yād tehārī
ko: aise meṅ o prītam pyār āye yād tehārī
ho āye yād tehārī
ghar ājā sajan ghar ājā
o ghar ājā mohan ghar ājā
āī sāvan rut āī, sajan morā ḍole hai man
lāgī terī lagan ghar ājā
śha: ( tore binā mohe kal nāhī āye
ko: kal nāhī āye ) -2
śha: dil kī lagī taṛpāye
ho dil kī lagī taṛpāye
mast pavan chale, man lahrāye -2
āī milan rut hāy -2
ghar ājā sajan ghar ājā
o ghar ājā mohan ghar ājā
āī sāvan rut āī, sajan morā ḍole hai man
lāgī terī lagan ghar ājā
mu: o
khetoṅ se parbat par ā kar -2
jīvan jot jagā le -2
duniyā hai do din kā melā kuchh ro le kuchh gā le -2
ko: ghar ājā sajan ghar ājā
o ghar ājā mohan ghar ājā