Title (Indic)मेरे नैना सावन भादो, फिर भी मेरा मन प्यासा WorkMehbooba Year1976 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Lata Mangeshkar Writer Anand Bakshi LyricsHindiमेरे नैना सावन भादो फिर भी मेरा मन प्यासा बात पुरानी है, एक कहानी है अब सोचूं तुम्हे याद नहीं है, अब सोचूं नहीं भूलें वो सावन के झूलें रुत आये रुत जाये दे के झूठा एक दिलासा बरसों बीत गये, हम को मिले बिछड़े बिजुरी बन के गगन पे चमकी बीते समय की रेखा मैंने तुमको देखा तड़प तड़प के इस बिरहन को आया चैन जरासा घुगंरू की छमछम, बन गयी दिल का गम डूब गया दिल यादों में उभरी बेरंग लकीरें देखो ये तस्वीरें सुने महल में नाच रही है अब तक एक रक्कासा Englishmere nainā sāvan bhādo phir bhī merā man pyāsā bāt purānī hai, ek kahānī hai ab sochūṅ tumhe yād nahīṅ hai, ab sochūṅ nahīṅ bhūleṅ vo sāvan ke jhūleṅ rut āye rut jāye de ke jhūṭhā ek dilāsā barsoṅ bīt gaye, ham ko mile bichhaṛe bijurī ban ke gagan pe chamkī bīte samay kī rekhā maiṅne tumko dekhā taṛap taṛap ke is birahan ko āyā chain jarāsā ghugaṅrū kī chhamchham, ban gayī dil kā gam ḍūb gayā dil yādoṅ meṅ ubhrī beraṅg lakīreṅ dekho ye tasvīreṅ sune mahal meṅ nāch rahī hai ab tak ek rakkāsā