Mehandee hai rachee mere haathon men ... chakle mundiyaa

मेहंदी है रची मेरे हाथों में ... चकले मुंडिया
Year
Language

मेहंदी है रची मेरे हाथों में
झांझर है बांधी मेरे पाँवों में
ओ चकले मुंडिया चकले नचदी कुड़ी नू चकले

मौक़ा ये दिया है रब ने मंजूर किया है सब ने
ओ चक दे मुंडेया चक दे नचदी कुड़ी नू चक दे

नहीं मिलना फिर ये मौक़ा मौसम है अरमानों का
ओ मेला है घरवालों का स्वागत है मेहमानों का
ये घड़ी है शगुनों वाली है रसम मुरादों वाली
चक दे मुंडेया …

तारों से माँग सजेगी तू मेरी दुल्हनिया बनेगी
ले जायेंगे चाँद चुरा के शगुनों की चुनरिया उढ़ा के
फिर देर न कर साँवरिया ले थाम ले मेरी चुनरिया
ओ चकले मुंडेया …

हम होंगे तेरे सजना ऐनू बांध परांदे रखना
ओ पहन ले मेरा कंगना तैनूं पड़ेगा मैंनू चकना
ना मार तू ऐसी बोली ले चक दे मेरी डोली
चल ढोल बजा वे ढोली तैयार है मेरी डोली
मौक़ा ये दिया है …

mehaṅdī hai rachī mere hāthoṅ meṅ
jhāṅjhar hai bāṅdhī mere pāṇvoṅ meṅ
o chakle muṅḍiyā chakle nachdī kuṛī nū chakle

mauqā ye diyā hai rab ne maṅjūr kiyā hai sab ne
o chak de muṅḍeyā chak de nachdī kuṛī nū chak de

nahīṅ milnā phir ye mauqā mausam hai armānoṅ kā
o melā hai gharvāloṅ kā svāgat hai mehmānoṅ kā
ye ghaṛī hai śhagunoṅ vālī hai rasam murādoṅ vālī
chak de muṅḍeyā …

tāroṅ se māṇg sajegī tū merī dulhniyā banegī
le jāyeṅge chāṇd churā ke śhagunoṅ kī chunriyā uṛhā ke
phir der na kar sāṇvriyā le thām le merī chunriyā
o chakle muṅḍeyā …

ham hoṅge tere sajnā ainū bāṅdh parāṅde rakhnā
o pahan le merā kaṅgnā tainūṅ paṛegā maiṅnū chaknā
nā mār tū aisī bolī le chak de merī ḍolī
chal ḍhol bajā ve ḍholī taiyār hai merī ḍolī
mauqā ye diyā hai …