मेघा रे मेघा ... तेरा मन तरसा रे पानी क्यों बरसा रे
मेघा रे मेघा -6
तेरा मन तरसा रे पानी क्यों बरसा रे
तूने किसको याद किया
तेरा मन तरसा रे …
तेरे जैसा जी कुछ हाल है मेरा -2
काले बदरा कि मेरा कजरा खुला रे
मेरा किसने नाम लिया
हो नाम बता दे काम बता दे
क्या कोई काला क्या कोई गोरा
क्या कोई राजकुमरिया
रे बाहें छोड़ो हाँ हाँ
बागों में पड़ गए सावन के झूले
सावन के झूले सखी सावन के झूले
बागों में पड़ गए सावन के झूले
मेरी सखियां मेरी सखियां
ऐसी बतियां करें मेरी अंखियां झुकें
दइय्या रे दिल थाम लिया
मेरा दिल थाम लिया
मेरा मन तरसा रे पानी क्यों बरसा रे
तूने किसको याद किया
मेरा मन तरसा रे पानी क्यों बरसा
एक लम्हे के लिए याद किया
meghā re meghā -6
terā man tarsā re pānī kyoṅ barsā re
tūne kisko yād kiyā
terā man tarsā re …
tere jaisā jī kuchh hāl hai merā -2
kāle badrā ki merā kajrā khulā re
merā kisne nām liyā
ho nām batā de kām batā de
kyā koī kālā kyā koī gorā
kyā koī rājkumriyā
re bāheṅ chhoṛo hāṇ hāṇ
bāgoṅ meṅ paṛ gae sāvan ke jhūle
sāvan ke jhūle sakhī sāvan ke jhūle
bāgoṅ meṅ paṛ gae sāvan ke jhūle
merī sakhiyāṅ merī sakhiyāṅ
aisī batiyāṅ kareṅ merī aṅkhiyāṅ jhukeṅ
daiyyā re dil thām liyā
merā dil thām liyā
merā man tarsā re pānī kyoṅ barsā re
tūne kisko yād kiyā
merā man tarsā re pānī kyoṅ barsā
ek lamhe ke lie yād kiyā