Meghaa chhaaye aadhee raat, bairan ban gayee nindiyaa

मेघा छाये आधी रात, बैरन बन गयी निंदिया
Work
Year
Language

मेघा छाए आधी रात
बैरन बन गई निंदिया
बता दे मैं क्या करूँ ?

सब के आँगन दिया जले रे, मोरे आँगन जिया
हवा लागे शूल जैसी, ताना मारे चुनरीयां
आई है आँसू की बारात

रूठ गये रे सपने सारे, टूट गई रे आशा
नैन बहे रे गंगा मोरे, फिर भी मन है प्यासा
किसे कहूँ रे मन की बात

meghā chhāe ādhī rāt
bairan ban gaī niṅdiyā
batā de maiṅ kyā karūṇ ?

sab ke āṇgan diyā jale re, more āṇgan jiyā
havā lāge śhūl jaisī, tānā māre chunrīyāṅ
āī hai āṇsū kī bārāt

rūṭh gaye re sapne sāre, ṭūṭ gaī re āśhā
nain bahe re gaṅgā more, phir bhī man hai pyāsā
kise kahūṇ re man kī bāt