Title (Indic)तकरा गये दो बादल अम्बर पे WorkMazaaq Year1975 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Vinod Mehra Performer Asha Bhosle Writer Yogesh LyricsHindiआशा: टकरा गये दो बादल अम्बर पे तो बरसने लगे बून्दें बिखर के टकरा गये दो विनोद (speaking): मौशुमी, कितना प्यारा नाम है ये इस नाम का साथ तो हर मौसम से है चाहे वो सर्दी का हो या गर्मी का पतझड़ का या सावन का आशा: आहा! छोड़ो जाओ, बड़े वो हो तुम नाम मेरा जोड़ दिया, मौसम से सनम मौसम फिर भी, मौसम है सनम नाम मेर जोड़ा न बता ख़ुद से क्यों बलम मुझसे मिलाओ ये नैन तो ऐसे न जलाओ मेरे मन को टकरा गये दो विनोद (speaking): ये सावन का मौसम तो ख़ूबसूरत है ही लेकिन तुम्हारी इस ख़ूबसूरत उमर ने इसे और भी ख़ूबसूरत बना दिया है आशा: जाने आई कैसी ये उमर बन के कली खिलने लगी सूनी राह पर तन में मन में, उठी ये लहर तुझसे सजन टकराए मन, जाऊँ मैं बिखर आग लगे रे सावन को, छू गया मेरे दामन को टकरा गये दो बादल अम्बर पे तो बरसने लगे बून्दें बिखर के टकरा गये दो Englishāśhā: ṭakrā gaye do bādal ambar pe to barasne lage būndeṅ bikhar ke ṭakrā gaye do vinod (speaking): mauśhumī, kitnā pyārā nām hai ye is nām kā sāth to har mausam se hai chāhe vo sardī kā ho yā garmī kā patjhaṛ kā yā sāvan kā āśhā: āhā! chhoṛo jāo, baṛe vo ho tum nām merā joṛ diyā, mausam se sanam mausam phir bhī, mausam hai sanam nām mer joṛā na batā khud se kyoṅ balam mujhse milāo ye nain to aise na jalāo mere man ko ṭakrā gaye do vinod (speaking): ye sāvan kā mausam to khūbsūrat hai hī lekin tumhārī is khūbsūrat umar ne ise aur bhī khūbsūrat banā diyā hai āśhā: jāne āī kaisī ye umar ban ke kalī khilne lagī sūnī rāh par tan meṅ man meṅ, uṭhī ye lahar tujhse sajan ṭakrāe man, jāūṇ maiṅ bikhar āg lage re sāvan ko, chhū gayā mere dāman ko ṭakrā gaye do bādal ambar pe to barasne lage būndeṅ bikhar ke ṭakrā gaye do