मतवाली नार ठुमक ठुमक चली जाये
मतवाली नार ठुमक ठुमक चली जाये
इन कदमों पे किस का जिया ना झुक जाये
मतवाली नार …
फूल बदन मुखड़ा यूँ दमके
बादल में ज्यों बिजली चमके
गीत सुना के तू छम छम के
ललचाये, छुप जाये, आय हाय
मतवाली नार …
ये चंचल कजरारी आँखें
ये चितचोर शिकारी आँखें
गैइ दिल चीर कटारी अँखें
मुस्काये, शामाये, झुक जाये
मतवाली नार …
matvālī nār ṭhumak ṭhumak chalī jāye
in kadmoṅ pe kis kā jiyā nā jhuk jāye
matvālī nār …
phūl badan mukhaṛā yūṇ damke
bādal meṅ jyoṅ bijlī chamke
gīt sunā ke tū chham chham ke
lalchāye, chhup jāye, āy hāy
matvālī nār …
ye chaṅchal kajrārī āṇkheṅ
ye chitchor śhikārī āṇkheṅ
gaii dil chīr kaṭārī aṇkheṅ
muskāye, śhāmāye, jhuk jāye
matvālī nār …