मतवाली आँखों वाले ओ अलबेले दिलवाले
ल: मतवाली आँखों वाले ओ अलबेले दिलवाले
दिल तेरा हो रहेगा गर तू इसे अपना ले
मतवाली आँखों वाले …
र: हो तुझको शायद धोखा हो गया
सुन ए हसीं मैं वो नहीं
ल: तू है तो महफ़िल में रंग है
तू जो नहीं तो कुछ भी नहीं
मतवाली आँखों वाले …
जबसे तुझको देखा एक नज़र
मुझे क्या हुआ मेरे दिलबर
र: मुझपे अपना जादू ना चला
कहा मेरा सुन कहीं और है मंज़िल मेरी
ल: कह-सुन ले दो बातें प्यार की
दुनिया तेरी महफ़िल तेरी
र: मैं तेरी दुनिया में अजनबी
कहीं और मंज़िल मेरी
मतवाली आँखों वाले …
la: matvālī āṇkhoṅ vāle o albele dilvāle
dil terā ho rahegā gar tū ise apnā le
matvālī āṇkhoṅ vāle …
ra: ho tujhko śhāyad dhokhā ho gayā
sun e hasīṅ maiṅ vo nahīṅ
la: tū hai to mahafil meṅ raṅg hai
tū jo nahīṅ to kuchh bhī nahīṅ
matvālī āṇkhoṅ vāle …
jabse tujhko dekhā ek nazar
mujhe kyā huā mere dilbar
ra: mujhpe apnā jādū nā chalā
kahā merā sun kahīṅ aur hai maṅzil merī
la: kah-sun le do bāteṅ pyār kī
duniyā terī mahafil terī
ra: maiṅ terī duniyā meṅ ajanbī
kahīṅ aur maṅzil merī
matvālī āṇkhoṅ vāle …