मतवाले हम मतवाले तुम चलते रहें
मतवाले हम मतवाले तुम चलते रहें यूँ ही क़दम
दिलवाले हम दिलवाले तुम बढ़ते रहें यूँ ही क़दम
मतवाले हम …
औरों के काम आ जा हिल-मिल के झेलता जा मुश्किल जो राहों में है
मतवाला जाम है मस्ती से काम है मस्ती निग़ाहों में है
दिल जब डोले मचल-मचल के फिर क्या चलना संभल-संभल के
दिल है जवाँ काहे का ग़म
मतवाले हम …
सारे रंगीं नज़ारे अपने दम से हैं प्यारे हमको नज़ारों से क्या
हर दिल के प्यार हम सबकी बहार हम हम को बहारों से क्या
सबसे नैना मिला-मिला के दिल की कलियाँ खिला-खिला के
चलते चलें लहरा के हम
मतवाले हम …
कैसा जीना अकेले ग़ैरों का दर्द ले लें अपना तो काम यही
अपना तो sin यही अपना तो दिन यही अपनी तो शाम यही
गिरते जन को उठा-उठा के हर रोते को हँसा-हँसा के
गाए जा तू जब-तक है दम
मतवाले हम …
matvāle ham matvāle tum chalte raheṅ yūṇ hī qadam
dilvāle ham dilvāle tum baṛhte raheṅ yūṇ hī qadam
matvāle ham …
auroṅ ke kām ā jā hil-mil ke jheltā jā muśhkil jo rāhoṅ meṅ hai
matvālā jām hai mastī se kām hai mastī niġhāhoṅ meṅ hai
dil jab ḍole machal-machal ke phir kyā chalnā saṅbhal-saṅbhal ke
dil hai javāṇ kāhe kā ġham
matvāle ham …
sāre raṅgīṅ nazāre apne dam se haiṅ pyāre hamko nazāroṅ se kyā
har dil ke pyār ham sabkī bahār ham ham ko bahāroṅ se kyā
sabse nainā milā-milā ke dil kī kaliyāṇ khilā-khilā ke
chalte chaleṅ lahrā ke ham
matvāle ham …
kaisā jīnā akele ġhairoṅ kā dard le leṅ apnā to kām yahī
apnā to sin yahī apnā to din yahī apnī to śhām yahī
girte jan ko uṭhā-uṭhā ke har rote ko hṇsā-hṇsā ke
gāe jā tū jab-tak hai dam
matvāle ham …