Mat ro maataa laal tere bahutere

मत रो माता लाल तेरे बहुतेरे
Work
Year
Language

मत रो माता लाल तेरे बहुतेरे -2
जनमभूमि के काम आया मैं
बड़े भाग हैं मेरे
मत रो माता लाल तेरे बहुतेरे
मत रो

( हो हँस कर मुझको आज विदा कर
जनम सफ़ल हो मेरा ) -2
रोता जग में आया
हँसता चला ये बालक तेरा
मत रो माता लाल तेरे बहुतेरे
मत रो

( हो कल मैं नहीं रहूँगा लेकिन
जब होगा अन्धियारा ) -2
तारों में तू देखेगी
हँसता एक नया सितारा
मत रो माता लाल तेरे बहुतेरे
मत रो

फिर जनमूँगा उस जिन
जब आज़ाद बहेगी गन्गा
मइया
फिर जनमूँगा उस जिन
जब आज़ाद बहेगी गन्गा
उन्नत भाल हिमालय पर
जब लहरायेगा तिरन्गा

मत रो माता लाल तेरे बहुतेरे
जनमभूमि के काम आया मैं
बड़े भाग हैं मेरे
मत रो माता लाल तेरे बहुतेरे
मत रो

mat ro mātā lāl tere bahutere -2
janambhūmi ke kām āyā maiṅ
baṛe bhāg haiṅ mere
mat ro mātā lāl tere bahutere
mat ro

( ho hṇs kar mujhko āj vidā kar
janam safal ho merā ) -2
rotā jag meṅ āyā
hṇstā chalā ye bālak terā
mat ro mātā lāl tere bahutere
mat ro

( ho kal maiṅ nahīṅ rahūṇgā lekin
jab hogā andhiyārā ) -2
tāroṅ meṅ tū dekhegī
hṇstā ek nayā sitārā
mat ro mātā lāl tere bahutere
mat ro

phir janmūṇgā us jin
jab āzād bahegī gangā
maiyā
phir janmūṇgā us jin
jab āzād bahegī gangā
unnat bhāl himālay par
jab lahrāyegā tirangā

mat ro mātā lāl tere bahutere
janambhūmi ke kām āyā maiṅ
baṛe bhāg haiṅ mere
mat ro mātā lāl tere bahutere
mat ro