मत रो ऐ दिल चुप हो जा हुआ सो हुआ ... ऐ मेरे साथि वही तो हुआ
मत रो ऐ दिल चुप हो जा हुआ सो हुआ
वो जो प्यार में होता है ऐतबार में होता है
तेरे साथ भी ऐ मेरे साथी वही तो हुआ
मत रो ऐ दिल …
सुख में कटे या दुख में बसर हो जीना तो हर हाल में होगा
अमृत हो आँसू के ज़हर हो पीना तो हर हाल में होगा
ख्वाब एक टूटा तो क्या हुआ ऐ दिल
साथ एक छूटा तो छूटे क्या ऐ दिल
वो जो प्यार में …
पोंछ के आँसू झाड़ झाड़ के दामन चल तो सही मंज़िल हज़ारों
चाहत के काबिल हैं हज़ारों
और भी घर हैं जहां में और भी हैं गलियां
और भी गुल हैं जहां में और भी हैं कलियां
वो जो प्यार में …
mat ro ai dil chup ho jā huā so huā
vo jo pyār meṅ hotā hai aitbār meṅ hotā hai
tere sāth bhī ai mere sāthī vahī to huā
mat ro ai dil …
sukh meṅ kaṭe yā dukh meṅ basar ho jīnā to har hāl meṅ hogā
amṛt ho āṇsū ke zahar ho pīnā to har hāl meṅ hogā
khvāb ek ṭūṭā to kyā huā ai dil
sāth ek chhūṭā to chhūṭe kyā ai dil
vo jo pyār meṅ …
poṅchh ke āṇsū jhāṛ jhāṛ ke dāman chal to sahī maṅzil hazāroṅ
chāhat ke kābil haiṅ hazāroṅ
aur bhī ghar haiṅ jahāṅ meṅ aur bhī haiṅ galiyāṅ
aur bhī gul haiṅ jahāṅ meṅ aur bhī haiṅ kaliyāṅ
vo jo pyār meṅ …