Mat poochhie dil hai kahaan ... ham matvaale naujvaan

मत पूछिए दिल है कहाँ ... हम मतवाले नौजवाँ
Year
Language

मु: मत पूछिए दिल है कहाँ दिल की मंज़िल है कहाँ
सारी दुनिया का ग़म चले भूल के हम मतवाले नौजवाँ -2
र: मत पूछिए दिल है …

र: उजले उजले मुखड़े तस्वीर लिए
मु: नज़रें लिए तीर कमान ज़ुल्फ़-ए-ज़ंजीर लिए
र: फिरते हैं यहाँ से वहाँ दिलवाले जाएं कहाँ
दो: सारी दुनिया का ग़म …

र: चलते चलते क्‌यों यूँ ही गुज़र जाएं
मु: दिल दे के खरीदेंगे जीने की तमन्नाएं
सुन्दर सपनों की दुकान लगता है सारा जहाँ
दो: सारी दुनिया का ग़म …

mu: mat pūchhie dil hai kahāṇ dil kī maṅzil hai kahāṇ
sārī duniyā kā ġham chale bhūl ke ham matvāle naujvāṇ -2
ra: mat pūchhie dil hai …

ra: ujle ujle mukhaṛe tasvīr lie
mu: nazreṅ lie tīr kamān zulf-e-zaṅjīr lie
ra: phirte haiṅ yahāṇ se vahāṇ dilvāle jāeṅ kahāṇ
do: sārī duniyā kā ġham …

ra: chalte chalte k‌yoṅ yūṇ hī guzar jāeṅ
mu: dil de ke kharīdeṅge jīne kī tamannāeṅ
sundar sapnoṅ kī dukān lagtā hai sārā jahāṇ
do: sārī duniyā kā ġham …