मत पूछ मेरा है कौन वतन और मैं कहाँ
( मत पूछ मेरा है कौन वतन ) -2 और मैं कहाँ का हूँ
सारा जहाँ है मेरा मैं सारे जहाँ का हूँ
मत पूछ मेरा है …
मैं चीन में हूँ चीनी जापान में जापानी
लंदन में हूँ अंग्रेजी इंडिया में हिन्दुस्तानी
मैं जिस घड़ी जहाँ भी हूँ समझो वहाँ का हूँ
मत पूछ मेरा है …
मैं प्यार का हूँ जादू जो सर पे चढ़ के बोले
इक फूँक से उड़ा दूँ सौ एटमों के गोले
क़िस्मत जो बदल दे दुनिया की उस आसमां का हूँ
मत पूछ मेरा है …
( mat pūchh merā hai kaun vatan ) -2 aur maiṅ kahāṇ kā hūṇ
sārā jahāṇ hai merā maiṅ sāre jahāṇ kā hūṇ
mat pūchh merā hai …
maiṅ chīn meṅ hūṇ chīnī jāpān meṅ jāpānī
laṅdan meṅ hūṇ aṅgrejī iṅḍiyā meṅ hindustānī
maiṅ jis ghaṛī jahāṇ bhī hūṇ samjho vahāṇ kā hūṇ
mat pūchh merā hai …
maiṅ pyār kā hūṇ jādū jo sar pe chaṛh ke bole
ik phūṇk se uṛā dūṇ sau eṭmoṅ ke gole
qismat jo badal de duniyā kī us āsmāṅ kā hūṇ
mat pūchh merā hai …