मत हो उदास मैं हूँ तेरे पास हमेशा हमेशा
मत हो उदास मैं हूँ तेरे पास
हमेशा हमेशा हमेशा हमेशा
न छूटेगा हाथ रहेगा ये साथ
हमेशा हमेशा हमेशा हमेशा
तुझको मुझसे कोई छीन सकता नहीं
तुझको मेरी कसम कर ले मेरा यकीं
छाए बादल तो सूरज बना ले मुझे
रात हो तो दिये सा जला ले मुझे
दिन हो के रात मैं हूँ तेरे साथ
हमेशा हमेशा हमेशा हमेशा
जाने कबसे थी अपने से बिछड़ी हुई
तुझसे मिलके सजन खुद से मैं फिर मिली
है भरोसा मुझे तू न देगा दगा
मांग मेरी सजाएगी तेरी वफ़ा
नहीं मैं उदास जो न मेरे पास
हमेशा हमेशा हमेशा हमेशा
हाथों में हाथ हाथों में हाथ
रहेगा ये साथ रहेगा ये साथ
हमेशा हमेशा हमेशा हमेशा
mat ho udās maiṅ hūṇ tere pās
hameśhā hameśhā hameśhā hameśhā
na chhūṭegā hāth rahegā ye sāth
hameśhā hameśhā hameśhā hameśhā
tujhko mujhse koī chhīn saktā nahīṅ
tujhko merī kasam kar le merā yakīṅ
chhāe bādal to sūraj banā le mujhe
rāt ho to diye sā jalā le mujhe
din ho ke rāt maiṅ hūṇ tere sāth
hameśhā hameśhā hameśhā hameśhā
jāne kabse thī apne se bichhaṛī huī
tujhse milke sajan khud se maiṅ phir milī
hai bharosā mujhe tū na degā dagā
māṅg merī sajāegī terī vafā
nahīṅ maiṅ udās jo na mere pās
hameśhā hameśhā hameśhā hameśhā
hāthoṅ meṅ hāth hāthoṅ meṅ hāth
rahegā ye sāth rahegā ye sāth
hameśhā hameśhā hameśhā hameśhā