Mast pavan hai chanchal dhaar

मस्त पवन है चंचल धार
Work
Year
Language

मस्त पवन है चंचल धारा -2
मन की नैया डोल ना जाये
मस्त पवन है चंचल धारा
आज समा है कितना प्यारा -2
मन की नैया डोल ना जाये
मस्त पवन है चंचल धारा

(मन में हैं बेचैन उमंगें
जैसे मौजें सागर की)-2
देना? मुझको कोई? सहारा -2
मन की नैय्या …

(मीत बिना जीवन बीते ना
राह कटे बिन साथी के)-2
राह कटे बिन साथी के
ढूँढ रही हूँ कोई किनारा
मन की नैय्या …

mast pavan hai chaṅchal dhārā -2
man kī naiyā ḍol nā jāye
mast pavan hai chaṅchal dhārā
āj samā hai kitnā pyārā -2
man kī naiyā ḍol nā jāye
mast pavan hai chaṅchal dhārā

(man meṅ haiṅ bechain umaṅgeṅ
jaise maujeṅ sāgar kī)-2
denā? mujhko koī? sahārā -2
man kī naiyyā …

(mīt binā jīvan bīte nā
rāh kaṭe bin sāthī ke)-2
rāh kaṭe bin sāthī ke
ḍhūṇḍh rahī hūṇ koī kinārā
man kī naiyyā …