मस्त नज़र देख इधर हम हैं वही दिलवाले
मस्त नज़र देख इधर हम हैं वही दिलवाले
इश्क़ में जो देते हैं जाँ हम हैं वही मतवाले
मस्त नज़र देख …
देखा ये हुस्न जब से मेरा दिल ही खो गया है
मेरे दोस्त पूछते हैं क्या तुमको हो गया है
मस्त नज़र देख …
ग़ैरों से हँस के बातें हमसे नज़र चुराना
मुझे मार ही न डाले तेरा रुख़ ये क़ातिलाना
मस्त नज़र देख …
तेरी एक नज़र पे ज़ालिम क़िस्मत का फ़ैसला है
जीने की आरज़ू है मरने का हौसला है
मस्त नज़र देख …
mast nazar dekh idhar ham haiṅ vahī dilvāle
iśhq meṅ jo dete haiṅ jāṇ ham haiṅ vahī matvāle
mast nazar dekh …
dekhā ye husn jab se merā dil hī kho gayā hai
mere dost pūchhte haiṅ kyā tumko ho gayā hai
mast nazar dekh …
ġhairoṅ se hṇs ke bāteṅ hamse nazar churānā
mujhe mār hī na ḍāle terā rukh ye qātilānā
mast nazar dekh …
terī ek nazar pe zālim qismat kā faislā hai
jīne kī ārazū hai marne kā hauslā hai
mast nazar dekh …