मस्त आँखों में शरारत कभी ऐसी तो न थी
मस्त आँखों में
मस्त आँखों में शरारत
कभी ऐसी तो न थी -2
यूँही शरमाने की आदत
कभी ऐसी तो न थी -2
हो
कोई बिजली है कि नस-नस में जो लहराती है
मुझे क्या जाने कहाँ ले के उड़ी जाती है -2
शोख़ अंगड़ाई क़यामत
कभी ऐसी तो न थी -3
दिल धड़कता है तो चेहरे पे निखार आता है
वो तो वो है उसे अपने पे प्यार आता है -2
जैसी अब है मेरी हालत
कभी ऐसी तो न थी -3
हो
बहकी-बहकी हुई नज़रों का सलाम आता है
दिल-ए-बेताब ठहर उनका पयाम आता है -2
है जो अब मुझपे इनायत
कभी ऐसी तो न थी -3
मस्त आँखों में
मस्त आँखों में शरारत
कभी ऐसी तो न थी
mast āṇkhoṅ meṅ
mast āṇkhoṅ meṅ śharārat
kabhī aisī to na thī -2
yūṇhī śharmāne kī ādat
kabhī aisī to na thī -2
ho
koī bijlī hai ki nas-nas meṅ jo lahrātī hai
mujhe kyā jāne kahāṇ le ke uṛī jātī hai -2
śhokh aṅgaṛāī qayāmat
kabhī aisī to na thī -3
dil dhaṛaktā hai to chehre pe nikhār ātā hai
vo to vo hai use apne pe pyār ātā hai -2
jaisī ab hai merī hālat
kabhī aisī to na thī -3
ho
bahkī-bahkī huī nazroṅ kā salām ātā hai
dil-e-betāb ṭhahar unkā payām ātā hai -2
hai jo ab mujhpe ināyat
kabhī aisī to na thī -3
mast āṇkhoṅ meṅ
mast āṇkhoṅ meṅ śharārat
kabhī aisī to na thī