मन रे तू ही बता क्या गाऊँ
मन रे, तू ही बता क्या गाऊँ
कह दूँ अपने दिल के दुखड़े
या आँसू पी जाऊँ
जिस ने बरबस बांध लिया है
इस पिंजरे में क़ैद किया है
कब तक मैं उस पत्थर दिल का
जी बहलाती जाऊँ
मन रे थ्री दोत्स
नींद में जब ये जग सोता है
मैं रोती हूँ, दिल रोता है
मुख पे झूठी मुस्कानों के
कब तक रंग चढ़ाऊँ
मन रे थ्री दोत्स्
man re, tū hī batā kyā gāūṇ
kah dūṇ apne dil ke dukhaṛe
yā āṇsū pī jāūṇ
jis ne barbas bāṅdh liyā hai
is piṅjre meṅ qaid kiyā hai
kab tak maiṅ us patthar dil kā
jī bahlātī jāūṇ
man re thrī dots
nīṅd meṅ jab ye jag sotā hai
maiṅ rotī hūṇ, dil rotā hai
mukh pe jhūṭhī muskānoṅ ke
kab tak raṅg chaṛhāūṇ
man re thrī dots