Title (Indic)एक था अब्दुल रहमान एक थी अब्दुल रहमनिया WorkMan-Mauji Year1962 LanguageHindi Credits Role Artist Music Madan Mohan Performer Lata Mangeshkar Performer Kishore Kumar Writer Rajendra Krishan LyricsHindiकि: एक था अब्दुल रहमान ल: सच्ची कि: हाँ एक था अब्दुल रहमान एक थी अब्दुल रहमनिया अब मैं हूँ इक मनमौजी तू बन जा मनमौजनियाँ हो हो हो हो ल: सुन-सुन मेरे मनमौजी मैं हूँ तेरी सजनियाँ तू कर दे एक इशारा मैं छोड़ूँ सारी दुनिया हो हो हो कि: मैं दीवाना आवारा मुझको लोग कहें नाकारा ज़रा सोच ले बेसहारे को बनाया तूने अपना सहारा ज़रा सोच ले ल: हो ( मैने ताजमहल कब माँगा ) -2 तूने प्यार दिया जब माँगा -2 सुन शाहजहाँ मेरे दिल के मैं हूँ दिल से तेरी शाहजहनियाँ -3 कि: एक था अब्दुल रहमान … ल: अब तू है इक मनमौजी मैं तेरी मनमौजनियाँ दो: हो हो हो हो ल: राजा मुझे काँच की तू चूड़ी ला दे -2 सोने के ना चाँदी के मैं माँगूँ वादे दुख सुख तेरे-मेरे आधे-आधे राजा मुझे काँच की तू चूड़ी ला दे कि: गरीबों की मोहब्बत ज़माने से निराली इरादे बड़े-बड़े और जेबें खाली-खाली -2 ल: तू जो प्यार से मुझे दे-दे मुझे प्यारी है तेरी दोअनियाँ तेरी दोअनियाँ हो तेरी दोअनियाँ कि: इक था अब्दुल रहमान … ल: अब तू है इक … कि: तेरा एक नज़ारा काफ़ी है मेरे लिए -2 ज़ुल्फ़ों का सहारा काफ़ी है मेरे लिए आँखों का इशारा काफ़ी है मेरे लिए हो हो तेरा एक नज़ारा काफ़ी है मेरे लिए ल: हो राजा देख लिया तुझे जब से -2 मैने चाँद ना देखा तब से -2 तूने दुनिया ही दिल की बदल दी दो: ऐ मोहब्बत तेरी मेहरबानियाँ -3 कि: इक था अब्दुल रहमान … ल: सुन-सुन मेरे मनमौजी … Englishki: ek thā abdul rahmān la: sachchī ki: hāṇ ek thā abdul rahmān ek thī abdul rahamniyā ab maiṅ hūṇ ik manmaujī tū ban jā manmaujniyāṇ ho ho ho ho la: sun-sun mere manmaujī maiṅ hūṇ terī sajniyāṇ tū kar de ek iśhārā maiṅ chhoṛūṇ sārī duniyā ho ho ho ki: maiṅ dīvānā āvārā mujhko log kaheṅ nākārā zarā soch le beshāre ko banāyā tūne apnā sahārā zarā soch le la: ho ( maine tājamahal kab māṇgā ) -2 tūne pyār diyā jab māṇgā -2 sun śhāhajhāṇ mere dil ke maiṅ hūṇ dil se terī śhāhjahniyāṇ -3 ki: ek thā abdul rahmān … la: ab tū hai ik manmaujī maiṅ terī manmaujniyāṇ do: ho ho ho ho la: rājā mujhe kāṇch kī tū chūṛī lā de -2 sone ke nā chāṇdī ke maiṅ māṇgūṇ vāde dukh sukh tere-mere ādhe-ādhe rājā mujhe kāṇch kī tū chūṛī lā de ki: garīboṅ kī mohabbat zamāne se nirālī irāde baṛe-baṛe aur jebeṅ khālī-khālī -2 la: tū jo pyār se mujhe de-de mujhe pyārī hai terī doaniyāṇ terī doaniyāṇ ho terī doaniyāṇ ki: ik thā abdul rahmān … la: ab tū hai ik … ki: terā ek nazārā kāfī hai mere lie -2 zulfoṅ kā sahārā kāfī hai mere lie āṇkhoṅ kā iśhārā kāfī hai mere lie ho ho terā ek nazārā kāfī hai mere lie la: ho rājā dekh liyā tujhe jab se -2 maine chāṇd nā dekhā tab se -2 tūne duniyā hī dil kī badal dī do: ai mohabbat terī meharbāniyāṇ -3 ki: ik thā abdul rahmān … la: sun-sun mere manmaujī …