Man kyon bahkaa ree bahkaa aadhee raat ko

मन क्यों बहका री बहका आधी रात को
Work
Year
Language

मन क्यों बहका री बहका आधी रात को
बेला महका री महका आधी रात को
किसने बन्सी बजाई आधी रात को
जिसने पलकी चुराई आधी रात को

झांझर झमके, सुन झमके आधी रात को
उसको टोको ना रोको, रोको ना टोको, टोको ना रोको, आधी रात को
लाज लागे री लागे आधी रात को
देना सिंदूर के सोऊँ आधी रात को

बात कहते बने क्या आधी रात को
आँख खोलेगी बात आधी रात को
हम ने पी चाँदनी आधी रात को
चाँद आँखों में आया आधी रात को

रात गुनती रहेगी आधी बात को
आधी बातों की पीर, आधी रात को
बात पूरी हो कैसे आधी रात को
रात होती शुरू है आधी रात को

man kyoṅ bahkā rī bahkā ādhī rāt ko
belā mahkā rī mahkā ādhī rāt ko
kisne bansī bajāī ādhī rāt ko
jisne palkī churāī ādhī rāt ko

jhāṅjhar jhamke, sun jhamke ādhī rāt ko
usko ṭoko nā roko, roko nā ṭoko, ṭoko nā roko, ādhī rāt ko
lāj lāge rī lāge ādhī rāt ko
denā siṅdūr ke soūṇ ādhī rāt ko

bāt kahte bane kyā ādhī rāt ko
āṇkh kholegī bāt ādhī rāt ko
ham ne pī chāṇdnī ādhī rāt ko
chāṇd āṇkhoṅ meṅ āyā ādhī rāt ko

rāt guntī rahegī ādhī bāt ko
ādhī bātoṅ kī pīr, ādhī rāt ko
bāt pūrī ho kaise ādhī rāt ko
rāt hotī śhurū hai ādhī rāt ko