मन डोले ... काली काली आँखों वाली देखूँ
हो ओ हो -3
मन डोले मन डोले मन डोले
काली काली आँखों वाली देखूँ दिल ये धड़के
दिल ये धड़के धड़क धड़क कर ये बोले
मन डोले
मन डोले
गोरे गोरे गाल पे दिल ये धड़के
दिल ये धड़के धड़क धड़क कर ये बोले
मन डोले
काली काली आँखों वाली …
मुड़ मुड़ के मैं तुझको देखूँ बार बार
दिल कहता है कर लूँ तुझ से प्यार प्यार
मन डोले
वरना अब तो ठीक नहीं हैं हाल-चाल
दिल पे तूने डाला कैसा जाल जाल
तेरा दीवाना बनूँ एक मस्ताना बनूँ
तुझमें ही खोया रहूँ ( ऐसा परवाना बनूँ ) -2
मन मन मन डोले डोले डोले
मन डोले मन डोले मन डोले
मेरे दिल की ये मदहोशी बढ़ती जाए
रूप नशीला देखके दिल में भड़के शोले
मन डोले
काली काली आँखों वाली …
ऐसे तू क्या मुझको देखे घूर घूर
कर दूंगा मैं गुस्सा तेरा चूर चूर
मन डोले मन डोले मन डोले
मेरे बारे में क्या सोचा बोल बोल
दिल का अपने तू भी राज़ खोल खोल
दिल को क्या होने लगा तुझपे ही मरने लगा
दिल ने जो मुझसे कहा ( वही मैं करने लगा ) -2
मन मन मन डोले डोले डोले
मन डोले मन डोले मन डोले
मेरे दिल की ये मदहोशी बढ़ती जाए
रूप नशीला देखके दिल में भड़के शोले
काली आँखों वाली गोरे गालों वाली
चैन चुराए होश उड़ाए दिल ये बोले
मन डोले
काली काली आँखों वाली …
ho o ho -3
man ḍole man ḍole man ḍole
kālī kālī āṇkhoṅ vālī dekhūṇ dil ye dhaṛke
dil ye dhaṛke dhaṛak dhaṛak kar ye bole
man ḍole
man ḍole
gore gore gāl pe dil ye dhaṛke
dil ye dhaṛke dhaṛak dhaṛak kar ye bole
man ḍole
kālī kālī āṇkhoṅ vālī …
muṛ muṛ ke maiṅ tujhko dekhūṇ bār bār
dil kahtā hai kar lūṇ tujh se pyār pyār
man ḍole
varnā ab to ṭhīk nahīṅ haiṅ hāl-chāl
dil pe tūne ḍālā kaisā jāl jāl
terā dīvānā banūṇ ek mastānā banūṇ
tujhmeṅ hī khoyā rahūṇ ( aisā parvānā banūṇ ) -2
man man man ḍole ḍole ḍole
man ḍole man ḍole man ḍole
mere dil kī ye madhośhī baṛhtī jāe
rūp naśhīlā dekhke dil meṅ bhaṛke śhole
man ḍole
kālī kālī āṇkhoṅ vālī …
aise tū kyā mujhko dekhe ghūr ghūr
kar dūṅgā maiṅ gussā terā chūr chūr
man ḍole man ḍole man ḍole
mere bāre meṅ kyā sochā bol bol
dil kā apne tū bhī rāz khol khol
dil ko kyā hone lagā tujhpe hī marne lagā
dil ne jo mujhse kahā ( vahī maiṅ karne lagā ) -2
man man man ḍole ḍole ḍole
man ḍole man ḍole man ḍole
mere dil kī ye madhośhī baṛhtī jāe
rūp naśhīlā dekhke dil meṅ bhaṛke śhole
kālī āṇkhoṅ vālī gore gāloṅ vālī
chain churāe hośh uṛāe dil ye bole
man ḍole
kālī kālī āṇkhoṅ vālī …