Maiyyaa moree, main naheen maakhan khaayo

मैय्या मोरी, मैं नहीं माखन खायो
Work
Year
Language

मैया मोरी, मैं नहीं माखन खायो
कहत सुनत में आकर काहे झूठा दोश लगायो
रि मैया मोरी, मैं नहीं माखन खायो

यमुना के तट पर ग्वाल बन संग चार सहार मैं खेला
गैय्या चरावत बंसी बजावत साँझ की बेला
भूक लगी तो दौड़त दौड़त सीधा मैं घर आयो
मैया मोरी मैं नहीं माखन खायो …

न कोई मैं ने मटकी फोड़ी न कोई की है चोरी
जान लिया क्‌यों मुझको झूठा तूने मैय्य मोरी
अपने अंग को कैसे समझा तूने आज परायो
मैया मोरि मैं नहीं माखन खायो …

मैं तो बाबा नन्द के लाला, काहे चोर कहाऊँ
अपने घर में कौन कमी जो बाहर माखन खाऊँ
बात सुनी तो माता यशोदा, हँसकर कंठ लगायो
फिर बोली
तू नहीं माखन खायो
रे कृष्णा मोरे, तू नहीं माखन खायो

maiyā morī, maiṅ nahīṅ mākhan khāyo
kahat sunat meṅ ākar kāhe jhūṭhā dośh lagāyo
ri maiyā morī, maiṅ nahīṅ mākhan khāyo

yamunā ke taṭ par gvāl ban saṅg chār sahār maiṅ khelā
gaiyyā charāvat baṅsī bajāvat sāṇjh kī belā
bhūk lagī to dauṛat dauṛat sīdhā maiṅ ghar āyo
maiyā morī maiṅ nahīṅ mākhan khāyo …

na koī maiṅ ne maṭkī phoṛī na koī kī hai chorī
jān liyā k‌yoṅ mujhko jhūṭhā tūne maiyy morī
apne aṅg ko kaise samjhā tūne āj parāyo
maiyā mori maiṅ nahīṅ mākhan khāyo …

maiṅ to bābā nand ke lālā, kāhe chor kahāūṇ
apne ghar meṅ kaun kamī jo bāhar mākhan khāūṇ
bāt sunī to mātā yaśhodā, hṇskar kaṅṭh lagāyo
phir bolī
tū nahīṅ mākhan khāyo
re kṛṣhṇā more, tū nahīṅ mākhan khāyo