मैने शायद तुम्हे पहले भी कहीं देखा है
मैने शायद तुम्हे पहले भी कहीं देखा है
अजनबी सी हो मगर गैर नहीं लगती हो
वहम से भी जो हो नाज़ूक वो यकीन लगती हो
हाए ये फूल सा चेहरा, ये घनेरी जुल्फें
मेरे शेरों से भी तुम मुझ को हसीन लगती हो
देखकर तुमको किसी रात की याद आती है
एक खामोश मुलाकात की याद आती है
जहन में हुस्न की ठंडक का असर जागता है
आँच देती हुई बरसात की याद आती है
जिस की पलकें मेरी आँखों पे झूकी रहती है
तुम वो ही मेरे खयालों की परी हो के नहीं
कहीं पहले की तरह फिर तो न खो जाओगी
जो हमेशा के लिये हो वो ख़ुशी हो के नहीं
maine śhāyad tumhe pahle bhī kahīṅ dekhā hai
ajanbī sī ho magar gair nahīṅ lagtī ho
vaham se bhī jo ho nāzūk vo yakīn lagtī ho
hāe ye phūl sā chehrā, ye ghanerī julpheṅ
mere śheroṅ se bhī tum mujh ko hasīn lagtī ho
dekhkar tumko kisī rāt kī yād ātī hai
ek khāmośh mulākāt kī yād ātī hai
jahan meṅ husn kī ṭhaṅḍak kā asar jāgtā hai
āṇch detī huī barsāt kī yād ātī hai
jis kī palkeṅ merī āṇkhoṅ pe jhūkī rahtī hai
tum vo hī mere khayāloṅ kī parī ho ke nahīṅ
kahīṅ pahle kī tarah phir to na kho jāogī
jo hameśhā ke liye ho vo khuśhī ho ke nahīṅ