मैने प्यार तुम्हीं से किया है
मैने प्यार तुम्हीं से किया है
मैने दिल भी तुम्हीं को दिया है
अब चाहे जो हो जाए
( मैं दुनिया से अब न डरूँ
तुझी से मैं प्यार करूँ ) -2
ऐलान यही करने आया
मैं आज यहाँ मरने आया
रुसवा तुझे मैं कर जाउंगा
खा के ज़हर अब मर जाउंगा -2
मैने प्यार तुम्हीं से …
दिलवाले अगर मिल जाएं यहाँ
फिर नींद किसे फिर चैन कहाँ
ओ तेरे लिए आहें भरता है दिल
तेरी ऐसी बातों से डरता है दिल -2
मैने प्यार तुम्हीं से …
बाँहों में तेरी दिन रात रहूँ
जग छोड़ दूँ मैं ओ तेरे साथ रहूँ
ओ साँसों में बसा लूँ आज तुझको
तेरे बिना जीना नहीं मुझको -2
मैने प्यार तुम्हीं से …
maine pyār tumhīṅ se kiyā hai
maine dil bhī tumhīṅ ko diyā hai
ab chāhe jo ho jāe
( maiṅ duniyā se ab na ḍarūṇ
tujhī se maiṅ pyār karūṇ ) -2
ailān yahī karne āyā
maiṅ āj yahāṇ marne āyā
rusvā tujhe maiṅ kar jāuṅgā
khā ke zahar ab mar jāuṅgā -2
maine pyār tumhīṅ se …
dilvāle agar mil jāeṅ yahāṇ
phir nīṅd kise phir chain kahāṇ
o tere lie āheṅ bhartā hai dil
terī aisī bātoṅ se ḍartā hai dil -2
maine pyār tumhīṅ se …
bāṇhoṅ meṅ terī din rāt rahūṇ
jag chhoṛ dūṇ maiṅ o tere sāth rahūṇ
o sāṇsoṅ meṅ basā lūṇ āj tujhko
tere binā jīnā nahīṅ mujhko -2
maine pyār tumhīṅ se …