Maine k‌yaa jee ... kee gal hai koee naheen

मैने क्‌या जी ... की गल है कोई नहीं
Work
Year
Language

मैने क्‌या जी
कि: ओय की गल है
ल: कोई नहीं
कि: तेरी आँखों से लगता है तू कल रात को सोई नहीं
ल: नींद है क्‌या कौन सी चीज़ जो मैने तेरे प्यार में खोई नहीं

कि: गल का मतलब बात बिच न बात नहीं कोई ऐसी
दिल की आग बुझाए जो बरसात नहीं कोई ऐसी
जी भर के हम मिले हों
ल: जब मुलाक़ात नहीं कोई ऐसी
अरे ये तो मेरी हिम्मत है मैं तड़पी जागी रोई नहीं
कि: की गल है …

ल: इक हम आज अकेले उस पे मौसम ये मस्ताना
जाग उठा दिल में शायद दर्द कोई पुराना
कि: तू जो कुछ भी आज कहेगी होगा इक बहाना
मैं तुझको छेड़ूँगा वरना छोड़ दे शरमाना
ल: देखने-सुनने वाला दूजा और यहाँ पर कोई नहीं
कि: की गल है …

maine k‌yā jī
ki: oy kī gal hai
la: koī nahīṅ
ki: terī āṇkhoṅ se lagtā hai tū kal rāt ko soī nahīṅ
la: nīṅd hai k‌yā kaun sī chīz jo maine tere pyār meṅ khoī nahīṅ

ki: gal kā matalab bāt bich na bāt nahīṅ koī aisī
dil kī āg bujhāe jo barsāt nahīṅ koī aisī
jī bhar ke ham mile hoṅ
la: jab mulāqāt nahīṅ koī aisī
are ye to merī himmat hai maiṅ taṛpī jāgī roī nahīṅ
ki: kī gal hai …

la: ik ham āj akele us pe mausam ye mastānā
jāg uṭhā dil meṅ śhāyad dard koī purānā
ki: tū jo kuchh bhī āj kahegī hogā ik bahānā
maiṅ tujhko chheṛūṇgā varnā chhoṛ de śharmānā
la: dekhne-sunne vālā dūjā aur yahāṇ par koī nahīṅ
ki: kī gal hai …