Maine kisee ko dil de diyaa ... poochho kaun hai vo

मैने किसी को दिल दे दिया ... पूछो कौन है वो
Year
Language

मैने किसी को दिल दे दिया
दिल दे दिया हाँ ये दिल दे दिया
पूछो पूछो पूछो कौन है वो
बोलो बोलो बोलो कौन है वो

मैने किसी का दिल ले लिया
दिल ले लिया हाँ ये दिल ले लिया
पूछो पूछो पूछो कौन है वो
बोलो बोलो बोलो कौन है वो

छैल छबीला मेरा सपेरा उसका सजीला रूप है
बातों में उसकी सरगम की खुश्बू चेहरे पे सूरज की धूप है
चैन गंवाया नींद गंवाई जीना है मुश्किल राम दुहाई
किसने ये मुझपे जादू किया
जादू किया हाँ जादू किया
पूछो पूछो पूछो कौन है …

होंठों पे उसके शबनम के मोती
बीन की जैसी पतली कमर है नागिन के जैसी चाल है
रंग गुलाबी आँख नशीली थोड़ी सी है वो शर्मीली
जिसने चुराया मेरा जिया
मेरा जिया हाँ मेरा जिया
पूछो पूछो पूछो कौन है …

maine kisī ko dil de diyā
dil de diyā hāṇ ye dil de diyā
pūchho pūchho pūchho kaun hai vo
bolo bolo bolo kaun hai vo

maine kisī kā dil le liyā
dil le liyā hāṇ ye dil le liyā
pūchho pūchho pūchho kaun hai vo
bolo bolo bolo kaun hai vo

chhail chhabīlā merā saperā uskā sajīlā rūp hai
bātoṅ meṅ uskī sargam kī khuśhbū chehre pe sūraj kī dhūp hai
chain gaṅvāyā nīṅd gaṅvāī jīnā hai muśhkil rām duhāī
kisne ye mujhpe jādū kiyā
jādū kiyā hāṇ jādū kiyā
pūchho pūchho pūchho kaun hai …

hoṅṭhoṅ pe uske śhabnam ke motī
bīn kī jaisī patlī kamar hai nāgin ke jaisī chāl hai
raṅg gulābī āṇkh naśhīlī thoṛī sī hai vo śharmīlī
jisne churāyā merā jiyā
merā jiyā hāṇ merā jiyā
pūchho pūchho pūchho kaun hai …