मैने ऐ जान-ए-वफ़ा तुमसे मोहब्बत की है
र: मैने ऐ जान-ए-वफ़ा तुमसे मोहब्बत की है
तुमने इक दर्द मुझे दे के क़यामत की है
सु: इस भरोसे पे कि मिल जाए सहारा मुझको
( तुमपे क़ुरबान ) -2 दिल-ओ-जान की दौलत की है
मैने ऐ जान-ए-वफ़ा …
र: हुस्न सदके हो किसी पर ये कहाँ मुमकिन था -2
( तुमने मुझ पर ) -2 मेरा दिल ले के इनायत की है
मैने ऐ जान-ए-वफ़ा …
सु: दिल जो अपना था कभी आज तुम्हारा है सनम -2
( ये तुम्हारी ही ) -2 निगाहों ने शरारत की है
दो: मैने ऐ जान-ए-वफ़ा …
ra: maine ai jān-e-vafā tumse mohabbat kī hai
tumne ik dard mujhe de ke qayāmat kī hai
su: is bharose pe ki mil jāe sahārā mujhko
( tumpe qurbān ) -2 dil-o-jān kī daulat kī hai
maine ai jān-e-vafā …
ra: husn sadke ho kisī par ye kahāṇ mumkin thā -2
( tumne mujh par ) -2 merā dil le ke ināyat kī hai
maine ai jān-e-vafā …
su: dil jo apnā thā kabhī āj tumhārā hai sanam -2
( ye tumhārī hī ) -2 nigāhoṅ ne śharārat kī hai
do: maine ai jān-e-vafā …