मैं वही वही बात ... हर दिन नया दिन हर रात नई रात्
मैं वही वही बात -2
मेरे लिए तो हर दिन नया दिन हर रात नई रात
मैं वही वही बात …
अच्छी या ख़राब पी ली जैसी मिली शराब पी ली
साक़ी नया है जाम पुराना रंग नया है नाम पुराना
सुबह हो या शाम मुझे मस्ती से काम
क्यूँकि हर दिन नया दिन …
अपना ही लहू पी रहा हूँ मरने कि लिए जी रहा हूँ
दिल अपना है ग़म अपने हैं दुनिया पराई ( हम अपने हैं ) -2
मुझे आए ना क़रार मैं रहूँ बेक़रार
क्यूँकि हर दिन नया दिन …
maiṅ vahī vahī bāt -2
mere lie to har din nayā din har rāt naī rāt
maiṅ vahī vahī bāt …
achchhī yā kharāb pī lī jaisī milī śharāb pī lī
sāqī nayā hai jām purānā raṅg nayā hai nām purānā
subah ho yā śhām mujhe mastī se kām
kyūṇki har din nayā din …
apnā hī lahū pī rahā hūṇ marne ki lie jī rahā hūṇ
dil apnā hai ġham apne haiṅ duniyā parāī ( ham apne haiṅ ) -2
mujhe āe nā qarār maiṅ rahūṇ beqrār
kyūṇki har din nayā din …