मैं उस से इतना प्यार करता हूँ कि जितना वो नहीं करती
मैं उस से इतना प्यार करता हूँ
कि जितना वो नहीं करती
मैं उस से इतना प्यार करती हूँ
कि जितना वो नहीं करता
1) प्यार अपना असर दिखाता है
आदमी क्या से क्या हो जाता है
कोई शायर बन जाता है
कोई दीवाना हो जाता है
मैं उसपे इतना मरता हूँ
कि जितना वो नहीं मरती
मैं उस से इतना प्यार …
2) क्यों ये चाहत करने जां मसरती है
हर घड़ी क्यूं ये धड़कन मचलती है
आग सी सीने में मेरे जलती है
रोज़ जिस दम से ये शाम ढलती है
मैं उस से इतना प्यार करती हूँ …
3) वो मेरे ही दिल में रहती है
मैं जिस से मोहब्बत करता हूँ
उसको ही खुदा मैंने माना है
मैं जिसकी इबादत करती हूँ
मैं उसपे इतना नाज़ करती हूँ
कि जितना वो नहीं करता
maiṅ us se itnā pyār kartā hūṇ
ki jitnā vo nahīṅ kartī
maiṅ us se itnā pyār kartī hūṇ
ki jitnā vo nahīṅ kartā
1) pyār apnā asar dikhātā hai
ādmī kyā se kyā ho jātā hai
koī śhāyar ban jātā hai
koī dīvānā ho jātā hai
maiṅ uspe itnā martā hūṇ
ki jitnā vo nahīṅ martī
maiṅ us se itnā pyār …
2) kyoṅ ye chāhat karne jāṅ masartī hai
har ghaṛī kyūṅ ye dhaṛkan machaltī hai
āg sī sīne meṅ mere jaltī hai
roz jis dam se ye śhām ḍhaltī hai
maiṅ us se itnā pyār kartī hūṇ …
3) vo mere hī dil meṅ rahtī hai
maiṅ jis se mohabbat kartā hūṇ
usko hī khudā maiṅne mānā hai
maiṅ jiskī ibādat kartī hūṇ
maiṅ uspe itnā nāz kartī hūṇ
ki jitnā vo nahīṅ kartā