Main tujhse pyaar karoon main shaayree na karoon

मैं तुझसे प्यार करूं मैं शायरी न करूं
Year
Language

मैं तुझसे प्यार करूं मैं शायरी न करूं
मैं शायरी न करूं मैं तुझसे प्यार करूं
मैं शायरी न करूं …

मेरी वफ़ाएं महका करेंगी बनके कोई खुश्बू
मुझको रहेगी और रहेगी तेरी हमेशा जुस्तजू
मैं शायरी न करूं …

मेरा नसीबा चमकेगा उस दिन बाहों में होगा सिर्फ़ तू
शहनाइयां भी सजने लगेंगी अपने मिलन की धुन
मैं शायरी न करूं …

तू ना मिला तो ये मेरी दुनिया सूनी रहेगी हरदम
साँसों में तेरी साँसों में मेरी गूंजा करेगी सरगम
मैं शायरी न करूं …

maiṅ tujhse pyār karūṅ maiṅ śhāyrī na karūṅ
maiṅ śhāyrī na karūṅ maiṅ tujhse pyār karūṅ
maiṅ śhāyrī na karūṅ …

merī vafāeṅ mahkā kareṅgī banke koī khuśhbū
mujhko rahegī aur rahegī terī hameśhā justjū
maiṅ śhāyrī na karūṅ …

merā nasībā chamkegā us din bāhoṅ meṅ hogā sirf tū
śhahnāiyāṅ bhī sajne lageṅgī apne milan kī dhun
maiṅ śhāyrī na karūṅ …

tū nā milā to ye merī duniyā sūnī rahegī hardam
sāṇsoṅ meṅ terī sāṇsoṅ meṅ merī gūṅjā karegī sargam
maiṅ śhāyrī na karūṅ …