Main tujhpe kurbaaan teraa bhalaa kare bhagvaan

मैं तुझपे कुर्बाअन तेरा भला करे भगवान्
Year
Language

रहे सुहागन तू सदा युग युग रहे सुहाग
खुशियों से आँगन तेरा सदा रहे आबाद
कानों में झुमका अरे कानों में झुमका
माथे पे बिंदिया
मेहंदी वाले हाथ हरदम तेरे साथ

मैं तुझपे कुर्बान तेरा भला करे भगवान
तेरा भला करे …

बड़ा कठिन है दिल का रिश्ता
इस रिश्ते की बात निराली ओ
कहाँ मिलेगा ऐसा सजना
तू है कितनी किस्मत वाली
दिन हों होली रात दीवाली
अब तो बन गई बात
चाबी लगी वो हाथ
तू बनी धनवान
तेरा भला करे …

मैं दीवाना अपनी शमा का
शमा से मेरा इश्क़ पुराना अरे
आग से बचके आया है जो
ये अलबेला परवाना
कोई मेरे दिल से पूछे
हर लम्हा हर आस दुआ करे नादान
आए ना कोई तूफ़ान
तेरा भला करे …

rahe suhāgan tū sadā yug yug rahe suhāg
khuśhiyoṅ se āṇgan terā sadā rahe ābād
kānoṅ meṅ jhumkā are kānoṅ meṅ jhumkā
māthe pe biṅdiyā
mehaṅdī vāle hāth hardam tere sāth

maiṅ tujhpe kurbān terā bhalā kare bhagvān
terā bhalā kare …

baṛā kaṭhin hai dil kā riśhtā
is riśhte kī bāt nirālī o
kahāṇ milegā aisā sajnā
tū hai kitnī kismat vālī
din hoṅ holī rāt dīvālī
ab to ban gaī bāt
chābī lagī vo hāth
tū banī dhanvān
terā bhalā kare …

maiṅ dīvānā apnī śhamā kā
śhamā se merā iśhq purānā are
āg se bachke āyā hai jo
ye albelā parvānā
koī mere dil se pūchhe
har lamhā har ās duā kare nādān
āe nā koī tūfān
terā bhalā kare …