Main tujhko yaad aaoongaa ... meree tasveer le jaa

मैं तुझको याद आऊँगा ... मेरी तस्वीर ले जा
Year
Language

मैं तुझको याद आऊँगा
तू मुझको याद आएगी
मेरी तस्वीर ले जा
मुझे तस्वीर दे जा
मुहब्बत में काम आएगी

मैं तुझको याद आऊँगी
तू मुझको याद आएगा
मेरी तस्वीर ले जा …

ये जाने की बातें जां ले लें ना मेरी जां
तेरा ये मासूम सा चेहरा भी है परेशां
मेरी बेचैनी कहती है ना दूर जाओ
ऐसे आलम में क्‌या होगा कुछ तो बताओ
मेरा भी दिल टूट जाएगा
तेरी धड़कन रूठ जाएगी
मेरी तस्वीर ले जा …

इक दूजे में जब ना होंगी ये दिल की बातें
हम दोनों को तड़पाएँगी ये तन्हा रातें
जब तन्हाई में अपने दिल आहें भरेंगे
कैसे हमको चैन मिलेगा क्‌या हम करेंगे
मैं भी न सो पाऊँगा
तुमको भी न नींद आएगी
मेरी तस्वीर ले जा …

maiṅ tujhko yād āūṇgā
tū mujhko yād āegī
merī tasvīr le jā
mujhe tasvīr de jā
muhabbat meṅ kām āegī

maiṅ tujhko yād āūṇgī
tū mujhko yād āegā
merī tasvīr le jā …

ye jāne kī bāteṅ jāṅ le leṅ nā merī jāṅ
terā ye māsūm sā chehrā bhī hai pareśhāṅ
merī bechainī kahtī hai nā dūr jāo
aise ālam meṅ k‌yā hogā kuchh to batāo
merā bhī dil ṭūṭ jāegā
terī dhaṛkan rūṭh jāegī
merī tasvīr le jā …

ik dūje meṅ jab nā hoṅgī ye dil kī bāteṅ
ham donoṅ ko taṛpāeṇgī ye tanhā rāteṅ
jab tanhāī meṅ apne dil āheṅ bhareṅge
kaise hamko chain milegā k‌yā ham kareṅge
maiṅ bhī na so pāūṇgā
tumko bhī na nīṅd āegī
merī tasvīr le jā …