मैं तुझको भगा लाया हूँ तेरे घर से ... तेरे बाप के डर से
मैं तुझको भगा लाया हूँ तेरे घर से
तेरे बाप के डर से
जाऊंगा दूर लेके तुझे सबकी नज़र से
तेरे बाप के डर से
मैं संग तेरे भाग चली मेरे घर से
मेरे बाप के डर से
जाऊंगी दूर लेके तुझे सबकी नज़र से
मेरे बाप के डर से
ज़ालिम है सितमगर है वो प्यार का दुश्मन
बनने नहीं देगा वो तुझको मेरी दुल्हन
हम ब्याह रचाएंगे कहीं दूर शहर से
मेरे बाप के डर से …
ले जाएगा कमरे में कमरे में हमें बंद करेगा
मिलना वो तेरा मेरा नापसंद करेगा
धक धक सी दिल में होती है ऐसी खबर से
तेरे बाप के डर से …
maiṅ tujhko bhagā lāyā hūṇ tere ghar se
tere bāp ke ḍar se
jāūṅgā dūr leke tujhe sabkī nazar se
tere bāp ke ḍar se
maiṅ saṅg tere bhāg chalī mere ghar se
mere bāp ke ḍar se
jāūṅgī dūr leke tujhe sabkī nazar se
mere bāp ke ḍar se
zālim hai sitamgar hai vo pyār kā duśhman
banne nahīṅ degā vo tujhko merī dulhan
ham byāh rachāeṅge kahīṅ dūr śhahar se
mere bāp ke ḍar se …
le jāegā kamre meṅ kamre meṅ hameṅ baṅd karegā
milnā vo terā merā nāpasaṅd karegā
dhak dhak sī dil meṅ hotī hai aisī khabar se
tere bāp ke ḍar se …