मैं तुझे प्यार करूँगा तो ... दोनों किसी को नज़र नहीं आए
कि: मैं तुझे प्यार करूँगा तो तेरी याद आएगी
तेरी याद आएगी तो
दोनों किसी को नज़र नहीं आए
चल दरिया में डूब जाएँ
ल: बाक़ी अभी हैं कितनी ही बतियाँ
बैठ गए क्यों फेर के अँखियाँ
हमारे नैन मिलेंगे तो दिल धड़केंगे
दिल धड़केंगे तो शोले भड़केंगे
शोले भड़केंगे तो आग लग जाएगी
आग लग जाएगी तो तो तो
कि: कैसे दिलों की आग बुझाएँ
चल दरिया में …
तूने लगाया आँख में कजरा
क्यूँ नहीं बाँधा बालों में गजरा
तेरी ज़ुल्फ़ उड़ेगी तो घटा छा जाएगी
घटा छा जाएगी तो पानी बरसेगा
पानी बरसेगा तो मन तरसेगा
मन तरसेगा तो तो तो
ल: मुफ़्त में मन को क्यों तड़पाएँ
चल दरिया में …
दो: चल दरिया में …
ki: maiṅ tujhe pyār karūṇgā to terī yād āegī
terī yād āegī to
donoṅ kisī ko nazar nahīṅ āe
chal dariyā meṅ ḍūb jāeṇ
la: bāqī abhī haiṅ kitnī hī batiyāṇ
baiṭh gae kyoṅ pher ke aṇkhiyāṇ
hamāre nain mileṅge to dil dhaṛkeṅge
dil dhaṛkeṅge to śhole bhaṛkeṅge
śhole bhaṛkeṅge to āg lag jāegī
āg lag jāegī to to to
ki: kaise diloṅ kī āg bujhāeṇ
chal dariyā meṅ …
tūne lagāyā āṇkh meṅ kajrā
kyūṇ nahīṅ bāṇdhā bāloṅ meṅ gajrā
terī zulf uṛegī to ghaṭā chhā jāegī
ghaṭā chhā jāegī to pānī barsegā
pānī barsegā to man tarsegā
man tarsegā to to to
la: muft meṅ man ko kyoṅ taṛpāeṇ
chal dariyā meṅ …
do: chal dariyā meṅ …