मैं तेरी नज़र का सुरूर हूँ
मैं तेरी नज़र का सुरूर हूँ
तुझे याद हो के ना याद हो
तेरे पास रहके भी दूर हूँ
तुझे याद हो के ना याद हो
मैं तेरी नज़र का सुरूर हूँ
(मुझे आँख से तो गिरा दिया
कहो दिल से भी क्या भुला दिया ) - 2
तेरी आशिक़ी का ग़ुरूर हूँ
तुझे याद हो के ना याद हो
मैं तेरी नज़र का …
(तेरी ज़ुल्फ़ है मेरे हाथ में
के तू आज भी मेरे साथ है ) - 2
तेरे दिल में भी मैं ज़रूर हूँ
तुझे याद हो के ना याद हो
मैं तेरी नज़र का …
maiṅ terī nazar kā surūr hūṇ
tujhe yād ho ke nā yād ho
tere pās rahke bhī dūr hūṇ
tujhe yād ho ke nā yād ho
maiṅ terī nazar kā surūr hūṇ
(mujhe āṇkh se to girā diyā
kaho dil se bhī kyā bhulā diyā ) - 2
terī āśhiqī kā ġhurūr hūṇ
tujhe yād ho ke nā yād ho
maiṅ terī nazar kā …
(terī zulf hai mere hāth meṅ
ke tū āj bhī mere sāth hai ) - 2
tere dil meṅ bhī maiṅ zarūr hūṇ
tujhe yād ho ke nā yād ho
maiṅ terī nazar kā …