मैं तेरी मोहब्बत में ... मुझे ऐसा लगता है तुझे कैसा लगता है
मैं तेरी मोहब्बत में पागल हो जाऊंगा
मुझे ऐसा लगता है तुझे कैसा लगता है
हो ओ ओ मैं तेरी निगाहों से घायल हो जाऊंगी
मुझे ऐसा लगता है तुझे कैसा लगता है
कुछ दिन से मैं टूटा टूटा रहता हूँ
अपने दिल से से रूठा रूठा रहता हूँ
कुछ दिन से मैं खोई खोई रहती हूँ
कुछ दिन से मैं टूटा टूटा रहता हूँ
जागूं भी तो सोई सोई रहती हूँ
दीवानी आज नहीं तो कल हो जाऊंगी
मैं तेरी निगाहों से …
जी चाहे तेरी आँखों में खो जाऊं
आज अभी इस वक़्त मैं तेरी हो जाऊं
कब तक आखिर हम मिलने को तरसेंगे
कब सावन आएगा कब बादल बरसेंगे
तू मस्त पवन बन जा मैं बादल बन जाऊंगा
मैं तेरी मोहब्बत में …
तुझ बिन लब पर कोई नाम नहीं आता
दिल को तड़पे बिना आराम नहीं आता
दोनों तरफ़ लगी है आग बराबर ये
रख देगी बस हमको राख बनाकर ये
तू भी जल जाएगी मैं भी जल जाऊंगा
मैं तेरी मोहब्बत में …
maiṅ terī mohabbat meṅ pāgal ho jāūṅgā
mujhe aisā lagtā hai tujhe kaisā lagtā hai
ho o o maiṅ terī nigāhoṅ se ghāyal ho jāūṅgī
mujhe aisā lagtā hai tujhe kaisā lagtā hai
kuchh din se maiṅ ṭūṭā ṭūṭā rahtā hūṇ
apne dil se se rūṭhā rūṭhā rahtā hūṇ
kuchh din se maiṅ khoī khoī rahtī hūṇ
kuchh din se maiṅ ṭūṭā ṭūṭā rahtā hūṇ
jāgūṅ bhī to soī soī rahtī hūṇ
dīvānī āj nahīṅ to kal ho jāūṅgī
maiṅ terī nigāhoṅ se …
jī chāhe terī āṇkhoṅ meṅ kho jāūṅ
āj abhī is vaqt maiṅ terī ho jāūṅ
kab tak ākhir ham milne ko tarseṅge
kab sāvan āegā kab bādal barseṅge
tū mast pavan ban jā maiṅ bādal ban jāūṅgā
maiṅ terī mohabbat meṅ …
tujh bin lab par koī nām nahīṅ ātā
dil ko taṛpe binā ārām nahīṅ ātā
donoṅ taraf lagī hai āg barābar ye
rakh degī bas hamko rākh banākar ye
tū bhī jal jāegī maiṅ bhī jal jāūṅgā
maiṅ terī mohabbat meṅ …