Main tere pyaar men k‌yaa k‌yaa na banaa

मैं तेरे प्यार में क्‌या क्‌या न बना
Work
Year
Language

म: मैं तेरे प्यार में क्‌या क्‌या न बना दिलबर
जाने ये मौसम -2
गी: मैं घटा प्यार भरी तू है मेरा बादल
जाने ये मौसम -2

म: तू है मेरी बन्शी मैं हूँ तेरा कान्हा
गी: तेरा मेरा प्यार है सदियों पुराना
म: दिल के हर तार में है राग तेरा हरदम
गी: मैं घटा प्यार भरी …

म: तू है मेरी मन्ज़िल मैं हूँ तेरा साहिल
गी: करके रहेंगे इक दिन तुझे हासिल
म: चले तू ही गोरी दिल में सदा छम छम
गी: मैं घटा प्यार भरी …

ma: maiṅ tere pyār meṅ k‌yā k‌yā na banā dilbar
jāne ye mausam -2
gī: maiṅ ghaṭā pyār bharī tū hai merā bādal
jāne ye mausam -2

ma: tū hai merī banśhī maiṅ hūṇ terā kānhā
gī: terā merā pyār hai sadiyoṅ purānā
ma: dil ke har tār meṅ hai rāg terā hardam
gī: maiṅ ghaṭā pyār bharī …

ma: tū hai merī manzil maiṅ hūṇ terā sāhil
gī: karke raheṅge ik din tujhe hāsil
ma: chale tū hī gorī dil meṅ sadā chham chham
gī: maiṅ ghaṭā pyār bharī …