मैं तेरे दिल की मल्लिका तू मेरा बादशाह्
मैं तेरे दिल की मल्लिका तू मेरा बादशाह
फिर तेरे मेरे बीच ज़माना क्यूं
आ मस्त मुझमें हो जा
हाय daddy मेरा दिल कोई बात नहीं जाने
के यारों मेरे प्यार को भी वो न पहचाने
जहां पे वो चलाए वहां चलूं किसलिए
जहां पे वो मिलाए वहां मिलूं किसलिए
जो जब मेरा दिल करे खा लूं मेरे यारों
तो मेरे लिए ले के आता नारियल पानी
जो जब मेरा दिल करे देखो star movies
तो झट से लगाता है वो serial कोई
मैं तेरे दिल की …
खाना चाहूं मैं ice cream strawberry
तो मेरे लिए तीखी तीखी लाता पानी पूरी
कि जब मेरा दिल करे जा के देखूं cricket
तो झट से वो लाता football का ticket
के जब देखूं मीठे मीठे सपने सलोने
तो फट से वो आता यारों मुझको जगाने
के जाता जब मैं bathroom में नहाने
तो लगता है वो दरवाज़ा खटकाने
मैं तेरे दिल की …
हे जब मैने किया rock सुनने का इरादा
तो उसने लगा दिया mount of raja
बनूंगा मैं तो commerce में दिल कहता था
सड़ूंगा यारों Arts में मुझे ना पता था
जो मुझे तड़ तड़ तड़ ठंड लगती है
तो घर पर फ़र फ़र A.C. चलती है
के यारों दोनों mind देखो match नहीं है
जो मुझको गलत है वो उसको सही है
maiṅ tere dil kī mallikā tū merā bādśhāh
phir tere mere bīch zamānā kyūṅ
ā mast mujhmeṅ ho jā
hāy daddy merā dil koī bāt nahīṅ jāne
ke yāroṅ mere pyār ko bhī vo na pahchāne
jahāṅ pe vo chalāe vahāṅ chalūṅ kislie
jahāṅ pe vo milāe vahāṅ milūṅ kislie
jo jab merā dil kare khā lūṅ mere yāroṅ
to mere lie le ke ātā nāriyal pānī
jo jab merā dil kare dekho star movies
to jhaṭ se lagātā hai vo serial koī
maiṅ tere dil kī …
khānā chāhūṅ maiṅ ice cream strawberry
to mere lie tīkhī tīkhī lātā pānī pūrī
ki jab merā dil kare jā ke dekhūṅ cricket
to jhaṭ se vo lātā football kā ticket
ke jab dekhūṅ mīṭhe mīṭhe sapne salone
to phaṭ se vo ātā yāroṅ mujhko jagāne
ke jātā jab maiṅ bathroom meṅ nahāne
to lagtā hai vo darvāzā khaṭkāne
maiṅ tere dil kī …
he jab maine kiyā rock sunne kā irādā
to usne lagā diyā mount of raja
banūṅgā maiṅ to commerce meṅ dil kahtā thā
saṛūṅgā yāroṅ Arts meṅ mujhe nā patā thā
jo mujhe taṛ taṛ taṛ ṭhaṅḍ lagtī hai
to ghar par far far A.C. chaltī hai
ke yāroṅ donoṅ mind dekho match nahīṅ hai
jo mujhko galat hai vo usko sahī hai