Main sooraj hoon too meree kiran sang teraa rahe

मैं सूरज हूँ तू मेरी किरण संग तेरा रहे
Year
Language

र: ओ मैं सूरज हूँ तू मेरी किरण संग तेरा रहे
आ: हो मैं आग में तेरी जल जाऊँ दिल मेरा कहे
र: ओ मैं सूरज हूँ …
आ: हो ओ मैं आग में तेरी …

र: चाँद का टुकड़ा मेरा हमसफ़र
तू चले तो गिरें तारे भी राह पर
आ: आ हा हा मुझपे हुई जब तेरी ये नज़र
मैं कहाँ हूँ नहीं अपनी भी ख़बर
दो: अब याद जहाँ की भुलाने देखो जी देखो हम चले
र: ओ मैं सूरज हूँ …
आ: हो मैं आग में तेरी …

आ: दूल्हा है तू मेरा और मैं दुल्हन तेरी
र: तू मिली तो मुझे मिल गई हर ख़ुशी
एक नशा है तेरा प्यार भी
तू नहीं तो कैसे कटे ज़िन्दगी
दो: अब साथ सदा का निभाने देखो जी देखो हम चले
र: ओ मैं सूरज हूँ …
आ: हो मैं आग में तेरी …

र: रुत है जवाँ और तुम भी हो हसीं
आ: ओ ले चलो कि मुझे तुम पर है यक़ीं
र: आ हा हा पहलू में तुम हो तो जन्नत है यहीं
आ: हो ये समाँ तो जन्नत में भी नहीं
दो: अब प्यार की दुनिया बसाने देखो जी देखो हम चले
र: ओ मैं सूरज हूँ …
आ: हो मैं आग में तेरी …

ra: o maiṅ sūraj hūṇ tū merī kiraṇ saṅg terā rahe
ā: ho maiṅ āg meṅ terī jal jāūṇ dil merā kahe
ra: o maiṅ sūraj hūṇ …
ā: ho o maiṅ āg meṅ terī …

ra: chāṇd kā ṭukaṛā merā hamasafar
tū chale to gireṅ tāre bhī rāh par
ā: ā hā hā mujhpe huī jab terī ye nazar
maiṅ kahāṇ hūṇ nahīṅ apnī bhī khabar
do: ab yād jahāṇ kī bhulāne dekho jī dekho ham chale
ra: o maiṅ sūraj hūṇ …
ā: ho maiṅ āg meṅ terī …

ā: dūlhā hai tū merā aur maiṅ dulhan terī
ra: tū milī to mujhe mil gaī har khuśhī
ek naśhā hai terā pyār bhī
tū nahīṅ to kaise kaṭe zindgī
do: ab sāth sadā kā nibhāne dekho jī dekho ham chale
ra: o maiṅ sūraj hūṇ …
ā: ho maiṅ āg meṅ terī …

ra: rut hai javāṇ aur tum bhī ho hasīṅ
ā: o le chalo ki mujhe tum par hai yaqīṅ
ra: ā hā hā pahlū meṅ tum ho to jannat hai yahīṅ
ā: ho ye samāṇ to jannat meṅ bhī nahīṅ
do: ab pyār kī duniyā basāne dekho jī dekho ham chale
ra: o maiṅ sūraj hūṇ …
ā: ho maiṅ āg meṅ terī …