Main shaayad tumhaare liye ajanbee hoon

मैं शायद तुम्हारे लिये अजनबी हूँ
Year
Language

(मैं शायद तुम्हारे लिये अजनबी हूँ
मगर चाँद तारे मुझे जानते हैं
ये सारे नज़ारे मुझे जानते हैं) -2

(पत्ता-पत्ता यहाँ राज़दाँ है मेरा
ज़र्रे-ज़र्रे में रख दी है मैं ने ज़बाँ) -2
पूछते हैं सभी आज मुझ से यही
भूल बैठे हैं क्‌यों प्यार को महरबाँ
भूल जाओ भी तुम तो मुझे ग़म ना होगा
कि सब ग़म के मारे मुझे जानते हैं
ये सारे नज़ारे मुझे जानते हैं

(बेवफ़ाई की राहों में तुम खो गये
हर क़दम पर थे मेरी वफ़ा के निशाँ) -2
तुम गये छोड़ कर, हर क़सम तोड़ कर
रह गई बन के चाहत मेरी दास्ताँ
अपने वादे के जिन को निभा ना सके तुम
वो वादे तुम्हारे मुझे जानते हैं
ये सारे नज़ारे मुझे जानते हैं

मैं शायद तुम्हारे लिये अजनबी हूँ
मगर चाँद तारे मुझे जानते हैं
ये सारे नज़ारे मुझे जानते हैं

(maiṅ śhāyad tumhāre liye ajanbī hūṇ
magar chāṇd tāre mujhe jānte haiṅ
ye sāre nazāre mujhe jānte haiṅ) -2

(pattā-pattā yahāṇ rāzdāṇ hai merā
zarre-zarre meṅ rakh dī hai maiṅ ne zabāṇ) -2
pūchhte haiṅ sabhī āj mujh se yahī
bhūl baiṭhe haiṅ k‌yoṅ pyār ko maharbāṇ
bhūl jāo bhī tum to mujhe ġham nā hogā
ki sab ġham ke māre mujhe jānte haiṅ
ye sāre nazāre mujhe jānte haiṅ

(bevafāī kī rāhoṅ meṅ tum kho gaye
har qadam par the merī vafā ke niśhāṇ) -2
tum gaye chhoṛ kar, har qasam toṛ kar
rah gaī ban ke chāhat merī dāstāṇ
apne vāde ke jin ko nibhā nā sake tum
vo vāde tumhāre mujhe jānte haiṅ
ye sāre nazāre mujhe jānte haiṅ

maiṅ śhāyad tumhāre liye ajanbī hūṇ
magar chāṇd tāre mujhe jānte haiṅ
ye sāre nazāre mujhe jānte haiṅ