मैं शायद तुम्हारे लिए अजनबी हूँ
मैं शायद तुम्हारे लिए अजनबी हूँ
मगर चाँद तारें मुझे जानते हैं
ये सारे नज़ारे मुझे जानते हैं
पत्ता पत्ता यहाँ राज़दां है मेरा
जर्रे जर्रे में रख दी है मैने ज़बां
पूछते हैं सभी, आज मुझ से यही
भूल बैठे हैं क्यो, प्यार को मेहरबां
भूल जाओ भी तुम तो मुझे गम ना होगा
के सब गम के मारे मुझे जानते हैं
बेवफ़ाई की राहों में तुम खो गये
हर कदम पर हैं मेरी वफ़ा के निशां
तुम गये छोड़कर, हर कसम तोड़कर
रह गयी बन के चाहत मेरी दास्तां
अपन वादे के जिनको निभा ना सके तुम
वो वादे तुम्हारे, मुझे जानते हैं
maiṅ śhāyad tumhāre lie ajanbī hūṇ
magar chāṇd tāreṅ mujhe jānte haiṅ
ye sāre nazāre mujhe jānte haiṅ
pattā pattā yahāṇ rāzdāṅ hai merā
jarre jarre meṅ rakh dī hai maine zabāṅ
pūchhte haiṅ sabhī, āj mujh se yahī
bhūl baiṭhe haiṅ kyo, pyār ko meharbāṅ
bhūl jāo bhī tum to mujhe gam nā hogā
ke sab gam ke māre mujhe jānte haiṅ
bevafāī kī rāhoṅ meṅ tum kho gaye
har kadam par haiṅ merī vafā ke niśhāṅ
tum gaye chhoṛkar, har kasam toṛkar
rah gayī ban ke chāhat merī dāstāṅ
apan vāde ke jinko nibhā nā sake tum
vo vāde tumhāre, mujhe jānte haiṅ