मैं राही अंजान राहों का ओ यारों मेरा नाम अनजाना
र: साथिया नहीं जाना के जी ना लगे
मौसम है सुहाना के जी ना लगे
साथिया नहीं जाना …
ल: साथिया मैने माना के जी ना लगे
जी को था समझाना के जी ना लगे
र: साथिया नहीं जाना …
ल: मेरे अच्छे बालमा छोड़ो आज बईयाँ
वो झूठा जो सइयाँ कल आए ना
र: जाके फिर आओगी आके फिर जाओगी
आने-जाने में जवानी ढल जाए ना
हो छोड़ो आना जाना के जी ना लगे
साथिया नहीं जाना …
जी का बुरा हाल है जब से जी लगाया
तुझे जी में बसाया तेरे हो लिए
ल: जी का था ख़्याल तो काहे जी लगाया
मुझे जी में बसाया ऐ जी बोलिए
र: हो अब काहे पछताना के जी ना लगे
ल: साथिया मैने माना …
जाने की तो बालमा मर्ज़ी नहीं मेरी
डर लगता है बैरी जगवालों से
र: ओय छड्डो वी ना सोणियों जग से डरते हो
जग ख़ुद डरता है दिलवालों से
ल: ओ हो छोड़ो ये बहाना
र: के जी ना लगे
दो: साथिया नहीं जाना …
ra: sāthiyā nahīṅ jānā ke jī nā lage
mausam hai suhānā ke jī nā lage
sāthiyā nahīṅ jānā …
la: sāthiyā maine mānā ke jī nā lage
jī ko thā samjhānā ke jī nā lage
ra: sāthiyā nahīṅ jānā …
la: mere achchhe bālmā chhoṛo āj baīyāṇ
vo jhūṭhā jo saiyāṇ kal āe nā
ra: jāke phir āogī āke phir jāogī
āne-jāne meṅ javānī ḍhal jāe nā
ho chhoṛo ānā jānā ke jī nā lage
sāthiyā nahīṅ jānā …
jī kā burā hāl hai jab se jī lagāyā
tujhe jī meṅ basāyā tere ho lie
la: jī kā thā khyāl to kāhe jī lagāyā
mujhe jī meṅ basāyā ai jī bolie
ra: ho ab kāhe pachhtānā ke jī nā lage
la: sāthiyā maine mānā …
jāne kī to bālmā marzī nahīṅ merī
ḍar lagtā hai bairī jagvāloṅ se
ra: oy chhaḍḍo vī nā soṇiyoṅ jag se ḍarte ho
jag khud ḍartā hai dilvāloṅ se
la: o ho chhoṛo ye bahānā
ra: ke jī nā lage
do: sāthiyā nahīṅ jānā …