Main pyaasaa tum saavan, main dil tum meree dhadakn

मैं प्यासा तुम सावन, मैं दिल तुम मेरी धडकन
Work
Year
Language

मैं प्यासा तुम सावन, मैं दिल तुम मेरी धड़कन
हो ना, हूँ तो, हो हो ना, हूँ तो

मैं प्यासी तुम सावन, मैं दिल तुम मेरी धड़कन
हो ना, हूँ तो, हो हो ना, हूँ तो

आँखों को जब बंद करूँ मैं, सपनें तुम्हारे आये
प्यार बिना ये जीवन फ़ीका, सपनें ये समझाये
मन से मन की डोरी का, तुम ही तो हो बंधन
हो ना, हूँ तो, हो हो ना, हूँ तो

मैंने जब जब अनजाने से देखी हाथ की रेखा
मैं बतलादूँ उस रेखा में, तुमने मुझे ही देखा
मैं तो एक परछाई हूँ, तुम ही हो मेरे दर्पण
हो ना, हूँ तो, हो हो ना, हूँ तो

maiṅ pyāsā tum sāvan, maiṅ dil tum merī dhaṛkan
ho nā, hūṇ to, ho ho nā, hūṇ to

maiṅ pyāsī tum sāvan, maiṅ dil tum merī dhaṛkan
ho nā, hūṇ to, ho ho nā, hūṇ to

āṇkhoṅ ko jab baṅd karūṇ maiṅ, sapneṅ tumhāre āye
pyār binā ye jīvan fīkā, sapneṅ ye samjhāye
man se man kī ḍorī kā, tum hī to ho baṅdhan
ho nā, hūṇ to, ho ho nā, hūṇ to

maiṅne jab jab anjāne se dekhī hāth kī rekhā
maiṅ batlādūṇ us rekhā meṅ, tumne mujhe hī dekhā
maiṅ to ek parchhāī hūṇ, tum hī ho mere darpaṇ
ho nā, hūṇ to, ho ho nā, hūṇ to