मैं पीछे पीछे आऊंगा ... चाक चिकी दुम दुम्
मैं पीछे पीछे आऊंगा रूठी हो तुम्हें मनाऊंगा
अब मान भी जाओ क्यूं रूठी हो तुम
मैं ज़हर कहीं से लाऊंगा तेरी कसम उसे खा जाऊंगा
सच कहता हूं फिर हाथ मलोगी तुम
मैं ना मानूंगी ना मानूंगी जो कर लो तुम
चाक चिकी दुम दुम चाक चिकी दुम
ऐ हे नहीं देखी नहीं देखी मैने तेरे जैसी लड़की
एक झलक में खोल दी जिसने मेरे दिल की खिड़की
ना देखी है ना देखोगे मेरे जैसी लड़की
इसीलिए तो देख के मुझको तेरी तबियत फ़ड़की
अब मैं करता हूँ क्या जादू ये भी देखो तुम
चाक चिकी दुम दुम …
चल पीछे हट हट चल पीछे हट हट
छोटा बच्चा जान के इसको ना ठुकराना रे
अकल का कच्चा समझ के इसको ना बहकाना रे
अरे मेरी तो ना मानी बच्चों की तो मानो तुम
चाक चिकी दुम दुम …
ऊहूं खत्म करोगी जान-ए-जानां कब तुम ये तकरार
एक शर्त है पहले मुझसे मान लो अपनी हार
तू कह ले जो कहना है पर कर ले मुझसे प्यार
इसके लिए तो करना होगा तुमको इंतज़ार
इंतज़ार कर लूंगा पहले हां तो कर दो तुम
चाक चिकी दुम दुम …
अच्छा बाबा मान गई हार
हे हे हे हे
लगता है मान गई
maiṅ pīchhe pīchhe āūṅgā rūṭhī ho tumheṅ manāūṅgā
ab mān bhī jāo kyūṅ rūṭhī ho tum
maiṅ zahar kahīṅ se lāūṅgā terī kasam use khā jāūṅgā
sach kahtā hūṅ phir hāth malogī tum
maiṅ nā mānūṅgī nā mānūṅgī jo kar lo tum
chāk chikī dum dum chāk chikī dum
ai he nahīṅ dekhī nahīṅ dekhī maine tere jaisī laṛkī
ek jhalak meṅ khol dī jisne mere dil kī khiṛkī
nā dekhī hai nā dekhoge mere jaisī laṛkī
isīlie to dekh ke mujhko terī tabiyat faṛkī
ab maiṅ kartā hūṇ kyā jādū ye bhī dekho tum
chāk chikī dum dum …
chal pīchhe haṭ haṭ chal pīchhe haṭ haṭ
chhoṭā bachchā jān ke isko nā ṭhukrānā re
akal kā kachchā samajh ke isko nā bahkānā re
are merī to nā mānī bachchoṅ kī to māno tum
chāk chikī dum dum …
ūhūṅ khatm karogī jān-e-jānāṅ kab tum ye takrār
ek śhart hai pahle mujhse mān lo apnī hār
tū kah le jo kahnā hai par kar le mujhse pyār
iske lie to karnā hogā tumko iṅtazār
iṅtazār kar lūṅgā pahle hāṅ to kar do tum
chāk chikī dum dum …
achchhā bābā mān gaī hār
he he he he
lagtā hai mān gaī