मैं पल दो पल का शायर हूँ, पल दो पल मेरी कहानी है
कल नई कोंपले फूटेंगी कल नए फूल मुस्काएँगे
और नई घांस की नई फर्श पर नए पाँव इठलाएंगे
वो मेरे बीच नहीं आए, मैं उनके बीच में क्यों आऊँ
उनकी सुबह और शामों का मैं एक भी लम्हा क्यों पाऊँ
मैं पल दो पल का शायर हूँ, पल दो पल मेरी कहानी है
पल दो पल मेरी हस्ती है, पल दो पल मेरी जवानी है
मुझसे पहले कितने शायर, आए और आकर चले गए
कुछ आहें भर कर लौट गए, कुछ नग्में गा कर चले गए
वो भी एक पल का किस्सा थे, मैं भी एक पल का किस्सा हूँ
कल तुम से जुदा हो जाऊंगा, वो आज तुम्हारा हिस्सा हूँ
कल और आयेंगे नग्मों की खिलती कलियाँ चुननेवाले
मुझसे बेहतर कहनेवाले, तुमसे बेहतर सुननेवाले
कल कोई मुझको याद करे, क्यों कोई मुझको याद करे
मसरूफ ज़माना मेरे लिए, क्यों वक्त अपना बरबाद करे
kal naī koṅple phūṭeṅgī kal nae phūl muskāeṇge
aur naī ghāṅs kī naī pharśh par nae pāṇv iṭhlāeṅge
vo mere bīch nahīṅ āe, maiṅ unke bīch meṅ kyoṅ āūṇ
unkī subah aur śhāmoṅ kā maiṅ ek bhī lamhā kyoṅ pāūṇ
maiṅ pal do pal kā śhāyar hūṇ, pal do pal merī kahānī hai
pal do pal merī hastī hai, pal do pal merī javānī hai
mujhse pahle kitne śhāyar, āe aur ākar chale gae
kuchh āheṅ bhar kar lauṭ gae, kuchh nagmeṅ gā kar chale gae
vo bhī ek pal kā kissā the, maiṅ bhī ek pal kā kissā hūṇ
kal tum se judā ho jāūṅgā, vo āj tumhārā hissā hūṇ
kal aur āyeṅge nagmoṅ kī khiltī kaliyāṇ chunnevāle
mujhse behtar kahnevāle, tumse behtar sunnevāle
kal koī mujhko yād kare, kyoṅ koī mujhko yād kare
masrūph zamānā mere lie, kyoṅ vakt apnā barbād kare