मैं निकला ओ गड्डी ले के ... इक मोड़ आया
मैं निकला ओ गड्डी ले के
मैं निकला ओ गड्डी ले के ओ रस्ते पर ओ सड़क में
इक मोड़ आया मैं औत्थे दिल छोड़ आया
रब जानें कब गुज़रा अमृतसर ओ कब जानें लाहौर आया
मैं औत्थे दिल छोड़ आया
इक मोड़ आया …
उस मोड़ पे वो मुटियार मिली हो
जट यमला पागल हो गया
उसकी ज़ुल्फ़ों की छाँव में मैं बिस्तर डाल के सो गया
ओ जब जागा मैं भागा
ओ सब फ़ाटक सब signal मैं तोड़ आया
मैं औत्थे दिल छोड़ आया
इक मोड़ आया …
बस एक नज़र उसको देखा दिल में उसकी तस्वीर लगी
क्या नाम था उसका रब जाणे मुझको रांझे की हीर लगी
ओ मैने देखा इक सपना संग उसके नाम अपना मैं जोड़ आया
मैं औत्थे दिल छोड़ आया
इक मोड़ आया …
ओ शरमा के वो यूँ सिमट गई जैसे वो नींद से जाग गई
मैने कहा गल सुन ओ कुड़िये वो डर के पीछे भाग गई
वो समझी ओ घर उसके चोरी से ओ चुपके से कोई चोर आया
मैं औत्थे दिल छोड़ आया
इक मोड़ आया …
maiṅ niklā o gaḍḍī le ke
maiṅ niklā o gaḍḍī le ke o raste par o saṛak meṅ
ik moṛ āyā maiṅ autthe dil chhoṛ āyā
rab jāneṅ kab guzrā amṛtasar o kab jāneṅ lāhaur āyā
maiṅ autthe dil chhoṛ āyā
ik moṛ āyā …
us moṛ pe vo muṭiyār milī ho
jaṭ yamlā pāgal ho gayā
uskī zulfoṅ kī chhāṇv meṅ maiṅ bistar ḍāl ke so gayā
o jab jāgā maiṅ bhāgā
o sab fāṭak sab signal maiṅ toṛ āyā
maiṅ autthe dil chhoṛ āyā
ik moṛ āyā …
bas ek nazar usko dekhā dil meṅ uskī tasvīr lagī
kyā nām thā uskā rab jāṇe mujhko rāṅjhe kī hīr lagī
o maine dekhā ik sapnā saṅg uske nām apnā maiṅ joṛ āyā
maiṅ autthe dil chhoṛ āyā
ik moṛ āyā …
o śharmā ke vo yūṇ simaṭ gaī jaise vo nīṅd se jāg gaī
maine kahā gal sun o kuṛiye vo ḍar ke pīchhe bhāg gaī
vo samjhī o ghar uske chorī se o chupke se koī chor āyā
maiṅ autthe dil chhoṛ āyā
ik moṛ āyā …