मैं निगाहें तेरे चेहरे से हटाऊँ कैसे
मैं निगाहें तेरे चेहरे से हटाऊँ कैसे
लुत गए होश तो फिर होश में आऊँ कैसे
छा रही थी तेरी महकी हुई ज़ुल्फ़ों की घटा
तेरी आँखों ने पिला दी तो मैं पीता ही गया
तौबा तौबा तौबा तौबा तौबा तौबा
वो नशा है कि बताऊँ कैसे
मेरी आंखों में गिले-शिकवे हैं और प्यार भी है
आरज़ुएं भी हैं और हसरत-ए-दीदार भी
इतने तूफ़ान मैं आँखों में छुपाऊँ कैसे
शोख़ नज़रें ये शरारत से न बाज़ आएंगी
कभी रूठेंगी कभी मिल के पलट जाएंगी
तुझ से निभ जाएगी मैं इन से निभाऊँ कैसे
maiṅ nigāheṅ tere chehre se haṭāūṇ kaise
lut gae hośh to phir hośh meṅ āūṇ kaise
chhā rahī thī terī mahkī huī zulfoṅ kī ghaṭā
terī āṇkhoṅ ne pilā dī to maiṅ pītā hī gayā
taubā taubā taubā taubā taubā taubā
vo naśhā hai ki batāūṇ kaise
merī āṅkhoṅ meṅ gile-śhikve haiṅ aur pyār bhī hai
ārazueṅ bhī haiṅ aur hasrat-e-dīdār bhī
itne tūfān maiṅ āṇkhoṅ meṅ chhupāūṇ kaise
śhokh nazreṅ ye śharārat se na bāz āeṅgī
kabhī rūṭheṅgī kabhī mil ke palaṭ jāeṅgī
tujh se nibh jāegī maiṅ in se nibhāūṇ kaise