Main ne rakhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam

मैं ने रखा है मुहब्बत अपने अफ़साने का नाम्
Work
Year
Language

मैं ने रक्‌खा है मुहब्बत अपने अफ़साने का नाम
तुम भी कुछ अच्छा सा रख दो अपने दीवाने का नाम

किस क़दर ख़ूबसूरत है तेरे दीदार की दुनिया
मेरी नज़रों की जन्नत है ज़ुल्फ़-ओ-रुख़सार की दुनिया
तुम्हें पहचाना है ख़ुदा को समझा है, ख़ुदा को जाना है

दिल पे तुम हाथ जो रख दो मेरी तस्कीन हो जाए
जानेमन ज़िंदगी मेरी कुछ तो रंगीन हो जाए
दिल पे तुम … जानेमन ज़िंदगी …
नज़र मिल जाने दो क़यामत आती है
क़यामत आने दो, मैं ने रक्‌खा …

maiṅ ne rak‌khā hai muhabbat apne afsāne kā nām
tum bhī kuchh achchhā sā rakh do apne dīvāne kā nām

kis qadar khūbsūrat hai tere dīdār kī duniyā
merī nazroṅ kī jannat hai zulf-o-rukhsār kī duniyā
tumheṅ pahchānā hai khudā ko samjhā hai, khudā ko jānā hai

dil pe tum hāth jo rakh do merī taskīn ho jāe
jāneman ziṅdgī merī kuchh to raṅgīn ho jāe
dil pe tum … jāneman ziṅdgī …
nazar mil jāne do qayāmat ātī hai
qayāmat āne do, maiṅ ne rak‌khā …