Main mast kuree too bhee mast mast mundaa hai

मैं मस्त कुड़ी तू भी मस्त मस्त मुंडा है
Work
Year
Language

मस्त मस्त मस्त
मैं मस्त कुड़ी तू भी मस्त मस्त मुंडा है
मैं भी हसीन तू भी जबरदस्त मुंडा है
मैं मस्त कुड़ी …

तुझसे नज़र लड़ी खुश्बू सी उड़ी
तूने छुआ तो रूप की मस्ती छलक पड़ी
ऐ मेरी फुलझड़ी रुक जा तू इक घड़ी
ये दिल फिसल गया मेरा चिकनी है तू बड़ी
बातें बना रहा है बड़ा चिकना चुस्त मुंडा है
मैं भी हसीन …

ये हुस्न का दरिया छलका हुआ नशा
मैं तुझपे फ़िद हो गया होंठों से तू पिला
क्‌या खूब जमेगी दोनों की ये जोड़ी
चाहत के फ़ैसले में अभी देर है थोड़ी
दिल छीन लिया तूने बड़ा सख्त मुंडा है
मैं भी हसीन …

mast mast mast
maiṅ mast kuṛī tū bhī mast mast muṅḍā hai
maiṅ bhī hasīn tū bhī jabardast muṅḍā hai
maiṅ mast kuṛī …

tujhse nazar laṛī khuśhbū sī uṛī
tūne chhuā to rūp kī mastī chhalak paṛī
ai merī phuljhaṛī ruk jā tū ik ghaṛī
ye dil phisal gayā merā chiknī hai tū baṛī
bāteṅ banā rahā hai baṛā chiknā chust muṅḍā hai
maiṅ bhī hasīn …

ye husn kā dariyā chhalkā huā naśhā
maiṅ tujhpe fid ho gayā hoṅṭhoṅ se tū pilā
k‌yā khūb jamegī donoṅ kī ye joṛī
chāhat ke faisle meṅ abhī der hai thoṛī
dil chhīn liyā tūne baṛā sakht muṅḍā hai
maiṅ bhī hasīn …